Posts

भिंडी खाने के फ़ायदे ओर नुकसान - जानें 15 फायदे

Image
भिंडी खाने के फ़ायदे ओर नुकसान : LandyFinger( Okra ) Benefits or Side Effect Bhindi ke fayade in hindi : - Hari sabjiya sehat ke liye achi hoti hai, doctor achi or badhiya health ke liye hari sabji khane ki salah dete hai. Hari sabjiyo main bhindi sabse pasand ki jaane wali sabji hoti hai, Isme nikalne wala chipchipa padarth anek rogo ko theek karta hai, aaiye hum aapko batate hai bhindi yani okrake gun or fayde in hindi. Bhindi ko lady finger bhi kaha jata hai, lady finger benefits or side effects in hindi. Bhindi sabhi jagah mil jaati hai, isse anek recipies banti hai jaise - sabji, soap, rayata aadi. Bhi di main protin, calcuim, iron, anel tatav paaye jaati hai, yah sehat ke liye faydemand hoti hai. जाने भिंडी खाने के होते है आश्चर्यजनक फ़ायदे : Bhindi Khane ke Fayde or Nuksaan in Hindi 1. भिंडी से होती है पाचन शक्ति मजबूत ( Okra Benefits for Diestion In Hindi ) : - Bhindi khane se aapke sharir main extra colestrol nikal jata hai or pet main ges or kabz ki shikayat

विटामिन ई के फायदे अनेक और इसके स्वास्थ्य लाभ

Image
Hamare sharir ko kisi na kisi rup mei vitamin and protein ki avshykta padti hi hai. Bina vitamin or protein ked her sari baimariya ho skti hai. Isliye ye ray di jati hai ki vitamin or protein ka istemal sahi dhang se krna chaiye. Vitamin E Benefits in Hindi :- Aaiye aapko batate hai Vitamin E ke fayde jo aapko kai bimariyo se bacha skte hai. 1. Fruits :- Vitamin E fruits, oil and dry fruits mei paya jata hai, sharir ki shurksha ke sath sath ye body ki sundrta ke liye bhi  bahut labhdayak hai. 2. Jhurriya dur bhagae :-  Jurriya kai karno se aapke chehre pe ho skti hai, chahe vo age hoy a adhik matra mei alcohol ka sevan ho. Vitamin e oil sells ko nya banana mei madad krti hai jisse apka chehra nikhar skta hai. 3. Scare ko dur krne mei :- Agar aapka chehra kil muhaso or scare se bhara hua hai to aapko vitamin e bhaut fayda pahuchaega. Ese hi agar aap agar ise laga kr so jate hai jise night treatment kahte hai usse bhi aapko bada fayda hoga. Vitamin e

तिल के तेल के फायदे और नुकसान - स्वास्थ्य लाभ

Image
Apne gharo mei lagbhag har tarah ke tel dekhne ko mil jayenge, chahe vo khana pakane ke liye ho ya fir malish krne ke liye. Ese hi tel (Oil) mei famous til ka tel jo bhag doud bhari jindgi mei kahi jagaho pe kaam mei liya jata hai. Aaiye aapko rubru karwate hai til ka tel ke benefits se. Sesame oil benefits in hindi :- Sesame oil jo basically sesame seeds (til ke bij) se prapt kiya jata hai. Bhartiya sanskriti mei tel ka bahut hi mahan ullekhna hai. Ye hai kuch sesam ke tel ke benefits :- 1. Liver ko bachane mei :-  kya aapke pariwar mei bhi koi sharab ki lat se preshan hai? Ye to aap jante hi honge ki sharab (wine) se Liver ko nukshan pahuchata hai. Til ka tel aapko Liver ko bachane mei madad karta hai. 2. Madhumeh :- ek scientific study ke anusar, diabities 2 stage mei til ka tel dawa se bhi badhkar kaam krta hai. 3. Tavcha ki gunvata ke liye :- Agar ham biologically rup se sesame seeds ko dekhe to ye Vitamin B and E se bahrpur hota hai. Jo apni tavcha (s

Beta : Papa Ek Night Blub Lagana Hai

बेटा: पापा, एक नाइट बल्ब लाना है कमरे के लिए. मां: क्या ज़रूरत है? चादर के नीचे से मोबाइल जलता तो रहता है पूरी रात.

धीरे बोल वर्ना - Bhabhi Ji Sun Legi

नारी शक्ति का आभास तो मुझे उसी दिन हो गया था जिस दिन मेरे दोस्त ने कहा था धीरे बोल वर्ना तेरी भाभी सुन लेगी !!

तो कहते हैं - Mujhe Bhi Send Kar De

पुराने जमाने में जब कोई अकेला बैठकर हंसता था, तो लोग कहते थे कि इसपर कोई भूत-प्रेत का सांया है. आज कोई अकेले में बैठकर हंसता है तो कहते हैं… मुझे भी SEND कर दे !

Private Naukari Bhi Patni Jesi Hoti Hai

नौकरी भी पत्नी जैसी होती है. जो एक बार मिलने के बाद छोड भी नही सकते. और एक होते हुए दूसरी कर भी नही सकते ! और एक सबसे खास बात, अपनी छोड के बाकी सबकी अच्छी लगती है! 

Ladka Bar Bar Shirt Pahan Kar

लड़का बार बार शर्ट पहन के शीशे के सामने मँडराए तो . समझ लेना चाहिए . नया नया इश्क़ है . और बिना शर्ट के मँडराए तो नया नया जिम

शतावरी के फायदे और नुकसान - शतावरी चूर्ण के लाभ

Image
Shatavari Benefits in Hindi :- Prachin kal se hi ek ek jadinuma podha (plant) jiske ful guchche mei hote hai or matar jitney pakane pe lal colour ke ho jate hai, usi chamatkari jadi buti ko shatavari plant kaha jata hai. Shatavari ek chamtkari aushadhi hai, ise mahilao ke sukh smardhi ka uphar mana jata hai. Ye purusho (male) ke liye bhi utni hi labhkari hai jitni mahilao ke liye. Ayurved ke anusar shatavari rogo (disease) se ladne mei mei surksha pradan karta hai. Shatavari ke Fayde :- Cancer patient ke liye ye bahut hi kargar aushadhi hai parantu iske sath sath iske or bhi kai labhdayak gun hai, aaiye aapko batate hai kuch or shatvari ke fayde ke bare mein. 1. Extra Weight kam karne k liye :- Mahilao ke masik dharm ki vajah se body mei pani ki matra jyda ho jati hai, jisse weight badh skta hai, Shatavari use kam karti hai. 2. Pesab mein Khun (Blood) :- Pesab mei khun  (blood) ki smsyao se niptane ke liye bhi shatavari ka upyog kar skte hai. 3. Shakti ke liye :

सफेद मूसली के फायदे - लाभ व नुकसान

Image
Kaha jata hai har bimari ka hal jadi buti se kiya ja sakta hai, Bharat aadim kaal se hi jadi butiyo se apni problems solve krte aae hai. Ese hi ek mahtvpurn jadi buti hai “White Musli” jise hum aam tor pe “Safed Musli” bhi kahte hai, toh aaeye aapko batate hai safed musli benefits or safed musli ke nuksan bhi. Safed Musli Benefits in Hindi :-  1.Sex Problem :-  Safed musli sbse jyada sex ki smsyao ko lekar upyog kiya jata hai, esa nhi hai ki safed musli uses or nhi hai par sbse jyada iska upyog sperms ko badhane or sex life ko mazedaar banana ke liye kiya jata hai. 2. Shigrpatan :-  Kya aap bhi preshan hai shigrpatan (pre mature ejaculation) ya fir alpshukranu (oligospermia) se toh ye aapke liye bahut labhkari sabit hoga. Ye sperms banne or aadmi ki sharirik kamiyo ko dur karta hai. 3.Sex Life :- Sex life ko mazedaar banana ke alwa safed musli ke fayde or bhi bahut hai jese Weight badhane mei bhi bahut kargar hota hai. Agar aap bhi kam