विटामिन ई के फायदे अनेक और इसके स्वास्थ्य लाभ
Hamare sharir ko kisi na kisi rup mei vitamin and protein ki avshykta padti hi hai. Bina vitamin or protein ked her sari baimariya ho skti hai. Isliye ye ray di jati hai ki vitamin or protein ka istemal sahi dhang se krna chaiye.
Vitamin E Benefits in Hindi :-
Aaiye aapko batate hai Vitamin E ke fayde jo aapko kai bimariyo se bacha skte hai.
1. Fruits :-
Vitamin E fruits, oil and dry fruits mei paya jata hai, sharir ki shurksha ke sath sath ye body ki sundrta ke liye bhi bahut labhdayak hai.
Vitamin E fruits, oil and dry fruits mei paya jata hai, sharir ki shurksha ke sath sath ye body ki sundrta ke liye bhi bahut labhdayak hai.
2. Jhurriya dur bhagae :-
Jurriya kai karno se aapke chehre pe ho skti hai, chahe vo age hoy a adhik matra mei alcohol ka sevan ho. Vitamin e oil sells ko nya banana mei madad krti hai jisse apka chehra nikhar skta hai.
Jurriya kai karno se aapke chehre pe ho skti hai, chahe vo age hoy a adhik matra mei alcohol ka sevan ho. Vitamin e oil sells ko nya banana mei madad krti hai jisse apka chehra nikhar skta hai.
3. Scare ko dur krne mei :- Agar aapka chehra kil muhaso or scare se bhara hua hai to aapko vitamin e bhaut fayda pahuchaega. Ese hi agar aap agar ise laga kr so jate hai jise night treatment kahte hai usse bhi aapko bada fayda hoga. Vitamin e ke fayde chehre ki nikhar ke alawa bhi bahut hai.
4. Tavcha ke cancer se bachne ke liye :- Jo log bahut jyada bahar rhte hai jinse unke skin ko skin cancer ho skta hai. Isliye doctors direct krte hai ki jab bhi sunscreen laga kar aap bahar jate hai usme vitamin e ki kuch bunde mila lene se bahut fayda hota hai.
Vitamin E Ke Nuksan :-
Abhi aapne kuch mahtvpurn vitamin e ke fayde ke bare mei padha parntu bina nuksan jane kisi bhi chiz ko use krna aapke chehat ko bigad skta hai. To dekh lijiye kya hai vitamin e ke nuksan.
Ye nuksan 2 chizo ki vajah se ho skta hai, 1. Overdose ke karan 2. Deficiency ke karan.
1. Overdose : Vitamin naturals hote hai, isse unse nuksan kam hi hote hai lekin inke use par bhi dawao jese dhyan dena chaiye. Jyada use krne se aapke body mei ye jama ho skta hai jisse waste ko bahar niklane mei muskil ho skti hai or aap bimar ho skte h. or agar aap kisi bimari se jujh rhe hai toh please doctor ki salah ke bina iska upyog na kare, ye blood pressure bdha bhi skta hai.
2. Deficiency : Vese vitamin e ki kami bahut kam logo mei hoti hai, fir bhi natural chizo ke kam use se deficiency bhi ho skti. Anaemia or Gatibhag kuch esi hi bimariya hai jo vitamin e ki kami ke karan hoti hai. Isliye vitamin ka pryapyt matra mei use krna sahi rhta hai.
Vitamin E Ke Capsule :-
Aajkal market mei Vitamin e ke capsule bahut milte hai or to or har dawa ke sath ek matra mei vitamin e moujud rhta hai jisse aapke body ka dwai ke sath bhi khayal rakha j aske. Capsule ke use se bhi aapko vahi fayde milnge parantu bina doctors ki salah ke kabhi bhi vitamin e ke capsule ka upyog na kre.
vitamin e ke fayde aur nuksaan, vitamin e ke capsule, vitamin e khane ke fayde, vitamin e benefits in hindi, vitamin e ke upay, vitamin e ke labh.
Comments
Post a Comment