भिंडी खाने के फ़ायदे ओर नुकसान - जानें 15 फायदे

भिंडी खाने के फ़ायदे ओर नुकसान : LandyFinger( Okra ) Benefits or Side Effect


Bhindi ke fayade in hindi : - Hari sabjiya sehat ke liye achi hoti hai, doctor achi or badhiya health ke liye hari sabji khane ki salah dete hai. Hari sabjiyo main bhindi sabse pasand ki jaane wali sabji hoti hai, Isme nikalne wala chipchipa padarth anek rogo ko theek karta hai, aaiye hum aapko batate hai bhindi yani okrake gun or fayde in hindi.

Bhindi ko lady finger bhi kaha jata hai, lady finger benefits or side effects in hindi. Bhindi sabhi jagah mil jaati hai, isse anek recipies banti hai jaise - sabji, soap, rayata aadi. Bhi di main protin, calcuim, iron, anel tatav paaye jaati hai, yah sehat ke liye faydemand hoti hai.




जाने भिंडी खाने के होते है आश्चर्यजनक फ़ायदे : Bhindi Khane ke Fayde or Nuksaan in Hindi


1. भिंडी से होती है पाचन शक्ति मजबूत ( Okra Benefits for Diestion In Hindi ) : - Bhindi khane se aapke sharir main extra colestrol nikal jata hai or pet main ges or kabz ki shikayat khtam ho jaati hai. Bhindi khane se loose motion bhi theek ho jaate hai, bhindi ke fayde in hindi.

2. कैंसर से बचाती है भिंडी ( Okra for Cancer In hindi ) : - Agar aap bhindi ko apne khane main shamil karte hai to aap cancer ke khatre se koso dur ho jaate hai, Bhindi coolon cancer ko bhi khatam kar deti hai. Bhindi vishakt padartho ko dur karke sharir ki aanto ko saaf karti hai or healthy banati hai.

3. मधुमेह को करती है कंट्रोल ( Lady Finger Diabetes in Hindi ) : - Bindi main insuline ki matra hoti hai jo diabetes ko control karti hai, Yah sharir main bad rahi suger ko kam karti hai or yah bita-cells ka vikash karti hai.

4. वज़न कम करने में मददगार ( Bindi Benefits for Weight Loss ) : - Agar aap wazan ghatane ki koshish karne ke baad bhi weight kam nahi kar paa rahe hai to bhindi ka sevan kare, bhindi main bhut kam matra main kalorie hoti hai. Bhindi ya okra ke fayade in hindi yah sharir se extra fat kam karne main madad karti hai, isliye cahte hai wazan kam karna to jayada matra main okra khaaye.

5. प्रतिरक्षा प्रणाली को रखे ठीक ( Lady Finger Ke Fayde For Immune System In Hindi ) : - Bhindi main mojud vitamin 'c'  sharir ko rogo se ladne ki shakti deta hai, bhindi guno ka khan hai, isme fiber ki matra jayada hoti hai isliye okra khane ke baad paani jayda pina cahiye.

6. जोड़ो के दर्द के लिए भिंडी के फ़ायदे ( Bhindi for Joint Pain ) : - Bhindi main jo lislisha padarth hota hai usme calcuim ki matra hoti hai jo haddiyo yani bones ko strong banata hai hai or jodo ke dard ka gharelu ilaj ban jaata hai.

7. आँखो की रोशनी बढ़ाने के लिए ( Okra Benefits for Increase Eye Sight ) : - Bhindi main anekk gun hote hai, Isme vitamin 'A' ki bharpur matra hoti hai jo aankho ki roshni ko badhane main madad karti hai, jinki aankhe kamjor hoti hai doctor unko bhindi khane ki salah dete hai.

8. दाग - धब्बे करे दूर ( Bhindi ke Fayde for Skin ) : - Bhindi na kewal rogo se hume bachati hai balki skin yani tavcha ke liye bhi bhut jaruri hoti hai, bhindi khane se chahre ke daag - dhabbe muhanse theek ho jaate hai. Bhindi un tatavo ko khatam kar deti hai jo skin par bura effect dalte hai.

9. बालो को बनाए घना ओर मजबूत ( Lady Finger For Hair In Hindi ) : - Agar aap chahte hai lambe or gahne baal paana to aajmaaye ye gharelu nuskha, bhindi ke chote chote tukde karke usme eknimbu ka ras daal de, isko thodi der rakhe rahne de, ab isse baalo ko dho le, isse baal lambe, ghane, kaale, majboot, or smoothy bante hai.

10. पेट का अल्सर होता है ठीक ( Bhindi for Ulser in hindi ) : - Bhindi pet main ulser nahi banne deti, aanto ko saaf rakhti hai or sharir ko healthy banati hai, yah aanto ke liye filter ka kaam karti hai jisse pet ki bimariya khtam ho jaati hai.

11. अस्थमा के रोगियो के लिए ( Okra ke fayde for Asthma in Hindi ) : - Jin marijo ko asthma ki shikayat hai unke liye achuk gharelu nuskha in hindi hai ki bhindi ko chote chote katkar paani main daal de, saari raat rahne de, subah uthkar is paani ka lagataar 1 mahine tak sevan kare, jarur laabh milega.

12. क़ब्ज़ से मिले छुटकारा ( Lady Finger for Constipation in Hindi ) : - Okra main bharpur matramain fiber hota hai jisse baar baar paani pina padta hai or pet saaf ho jaata hai.

13. भिंडी से रक्तचाप करे कंट्रोल ( Bhindi for Lower or High Blood Pressure In Hindi ) : - Lady finger ke fayde hai ki isko khane se blood pressure normal rahta hai, low or high jaisi koi shikayat nahi hoti.

14. दिल के लिए लाभदायक ( Okra ke Fayde for Heart ) : - Bhindi sharir main colestrol ki matra kam karti hai jo dil ki bimariyo se juda hota hai, bhindi khaane se heart problem dur ho jaati hai.

15. गर्भवती महिलाओ के लिए लाभदायक ( Bhindi ke Fayde for Pregnancy ) : - Bhindi khane se pregnant women ko vitamin 'B' or folic acid bharpur matra main milta hai hai or pet main pal raha bacha anek bimariyo se bacha rahta hai.

जाने भिंडी खाने के नुकसान : Side Effect Of Lady Finger's


1. Jinko sharir main stone hai unko bhindi ka sevan nahi karna chahiye.

2. Adhik matra main bhindi khane se pit ki shikayat ho jaati hai.

3. Bhindi ko kabhi bhi bhunkar nahi pakana cahiye, isse colestrol badh jaata hai.

4. Okra se gurde or pit ki stone banne ka khatra rahta hai.

lady finger benefits, bhindi ki sabji in hindi, benefits of lady finger, health benefits of lady finger, bhindi khane ke fayde, bhindi se nuksan, okra ke fayde, okra benefits in hindi.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे