Posts

Showing posts with the label treatment in hindi

साँप काट ले तो तुरंत करे ये उपाय : Treatment Of Snake Bite in Hindi

Image
Saap katne ka ilaj in hindi : - Mansun ke mosam me sarpdansh yani saap ka katna ek aam baat hai, snake ek jahrila janwar hota hai. Saap katne ka dar itna hota hai ki kabhi kabhi insaan uske jahar se nahi balki dar ki wajahse mar jata hai. Saap katne ke 3 ghante tak insaan nahi marta kyonki kahi bhi katne se jahar pahle heart me jata hai or wanha se pure sharir me failta haijime 3 ghante lag jaate hai, is time me hum saap kaate huye aadami ko bacha sakte hai. साँप के काटने के लक्षण : Symptoms of Snake Bite 1. Hatho pairo main jalan hone lagti hai. 2. Sharir kapne lagta hai. 3. Ualti, muh se laar or sharir se pasina nikalne lagta hai. 4. Urine kam aata hai or peshab ka rang badlne lagta hai, Yah halka bhure rang ka ho jaata hai. 5. Hoth or geebh bhi neele ho jaate hai. साँप काटने पर तुरंत करे उपचार इन घरेलू उपायो को अपनाकर : Treatment of Snake Bite In Hindi  1. Saap yadi kaat le to us jagah par moving na hone de, usko waisa hi rahne de. 2. Saap katne par bha...