Posts

Showing posts with the label Relattionship Tips in Hindi

जानें क्यों होता है कपल्स - लव पार्टनर में झगड़ा

Image
जानें क्यों होता है कपल्स - लव पार्टनर में झगड़ा, जब वो दोनों एक दुसरे से प्यार करते हैं. Jaane jayadatar couples ke beech ladaiyan Kyo hoti hai. Har ek riste main pyar or ladai hoti rahti hai, kahte hai na ki ladai karne se pyar badhta hai. Agar aapke rishte main pyar hai to ladai se koi fark aapko nahi padega, lekin agar aap dono ke beech pyar or vishwas nahi hai to koi choti si baat bhi aapke rishte ko bigaad sakti hai. Aaiye Jaane ki aajkal ki life main couples ke beech ladaiyan kyo hoti hai. जानें क्यों होता है कपल्स - लव पार्टनर में झगड़ा :- 1. Dono ki Pasand Napasand ka na milna : - Ye jaruri nahi ki sabhi couples ki pasand aapas main milti ho, kai baar aisa hota hai ki aap dinner ke liye bahar jaane ka plan banate ho or aap dono ke beech menu ko lekar ladai ho jaati hai. Jisse aapka banaya hua plan flop ho jata hai. 2. Paiso ki wajah se : -   Aam life main couples ke beech ladaiyo ki wajah paise bhi hota hai. Agar aap future ki soch kar paise bachana chahte hai aur

शादी के बाद क्या करना चाहिए - Shaadi Tips in Hindi

Image
Aksar ladkiyon ke ander ye swaal rahta hai ki shadi ke baad kya karna chahiye aur kya nahi karna chahiye. Aur kuch ladkiyan shadi ki pahali raat ke baare mein bhi sochti hai. Shaadi ke baad sex toh jaruri hi hota hai. Shadi ke baad sex karne mein koi sharm nahi karni chahiye. Aur Shaadi hone ke baad bina sex ke life adhuri hai. Toh shaddi hone ke baad aapko apne partner ke sath enjoy karna chahiye. शादी के बाद क्या करना चाहिए - Shaadi Tips in Hindi :- 1. खास ध्यान :- Shaadi ke baad relationship mein change aa jata hai. Shaadi ke baad kuch hansi - majak ki baate bhi serious ho jati hai. 2. सुहागरात के दिन :- Suhagraat ke din adhik utsuk nahi hona chahiye. Aapko apna behavior normal rakhana chahiye. 3. पसंद - नापसंद बातें करना :- Aapko ek dusre ki pasand ke baare mein puchna chahiye. Appke parnter ko kya acha lagta hai vo puchna chahiye. Aur normal baat karni chahiye. 4. रिश्तेदारों का मजाक नही बनाना  :- Shadi ke baad bhulkar bhi kisi ka bhi majak nahi banana chah