Posts

Showing posts with the label Hair Problem in Hindi

10 दिनो में बाल लंबे बढ़ाने के घरेलू नुस्खे

Image
Sabhi ladkiyan chahti hai unke baal lambe aur ghane ho. Ladkiyan lambe baal paane ke liye sab kuch kar ke dekhti hai. Lambe aur ghane baal ladkiyon ko aur bhi khubsurat banata hai. Aaj ki busy life mein baalo ki dekhbhaal karna bahut hi muskil hai. Aajkal logo ko baalo se related problem rahti hai. Baalo ka na badhna aur baalo ka tutna yeh aam baat ho gayi hai. Baal proteins se bane hote hai, unhe poshan milana bahut jaruri hai. Aapne bhi kai mahilaon ke lambe baal dekhe honge. Pareshan hone ki jarurat nahi hai. Aap bhi yeh gharelu nuskhe aur upay apnakar apne baal lambe aur ghane kar sakte hai. 10 दिनो में बाल लंबे बढ़ाने के घरेलू नुस्खे - Baal Badhane ke Gharelu Nuskhe :- 1. नारियल तेल (Coconut Oil) :- Nariyal ke tel mein vitamin e aur anti - oxidant hote hai. Jo baalo ko majbut aur mulayam rakhte hai. Yeh baalo ko jaldi badhane wala oil hai. Yeh sab se aasani se mil jata hai. 2. ख़ान - पान (Healthy Diet) :- Baal proteins se bane hote hai, unhe poshan mil...

सफर के समय बालों की देखभाल कैसे करे

Image
Suffer ke samay baalo ko sunder or swasth rakhne ke upay. सफर के दौरान बालों की देखभाल करनी बहुत जरूरी है वरना आपके बाल झड़ सकते और उनकी नमी भी चली जाती है। सफर के समय बालों की देखभाल कैसे करे :- 1. Suffer par jaane se ek raat pahle apne balo ki tel se jamkar malish kare. 2. Suffer ke dooran balo main tel na lagaye, isse baal chipchipe hote hai or dhool mitti bhi lag jaati hai. 3. Suffer main balo ko kholne ki bajaye agar baal lambe hai to choti bana le ya juda bana le. 4. Suffer main koi hairstyle na banaye kyoki isse baal ulajh jaate hai or suljhane par dard hota hai. 5. Balo ko conditioner jarur kare isse baal set ho jaate hai. 6. Suffer main baalo ko rojana dhoye taaki isme Jamie dhool mitti baalo main lambe samay tak rahkar is ki chamak khrab na kare. 7. Agar bus ya train main ja rahi hai to balo ko beech beech main kanghi karte rahe taaki baal ualjhe ni. 8. Bike par jane se pahle sir par scraf jarur bandhe. 9. Curly hair ko rukhe hone se bachane ke...

नींबू के फायदे, लाभ और नुकसान

Image
Nimbu (Lemon) ka upyog sabhi gharon mein hota hai. Nimbu ka sevan garmiyon mein aapko fresh rakhta hai. Nimbu ka paryog saaf -safayi mein bhi kiya jata hai. Subah khali pet nimbu pani pine ka bhi bahut fayde hai. Nimbu jitna khatta hota hai utna hi sehat ke liye faydemand hota hai. Garmiyon ke mosaum mein nimbu pani pina bahut acha hota hai. Nimbu ke bahut saare fayde hai. Toh yaha jane nimbu ke fayde ke baare mein. नींबू के फायदे, लाभ - Lemon Benefits in Hindi :- 1. नींबू पानी (Lemon Water):- नींबू पानी में विटामिन सी के भरपूर मात्रा में होता है इसमें एंटी-ऑक्सीडेंट के गुण भी होते हैं जो हेल्त के लिए फयदेमंद है। 2. डीहाइड्रेशन :- गर्मियों के मौसम में अक्सर डीहाइड्रेशन हो जाती है तो नींबू डीहाइड्रेशन को दूर करने के लिए बहुत अच्छा माना जाता है। 3. माइग्रेन :- नींबू का छिलका भी बहुत फयदेमंद होता है नींबू के छिलका को पीसकर उसका लेप माथे पर लगाने से माइग्रेन ठीक होता है। 4. पाचन :- नींबू प्रतिरक्षा प्रणाली को ठीक करता है। सुबह खाली पेट गर्म पानी में नींबू और शहद मिलाकर पीन...

बालो का झड़ना रोके प्याज के रस से

Image
Pyaj ke juice ke fayde for hair in hindi : - Koi bhi mahila ho har koi chahti hai apne baalo ko lamba ghana or sillky banana, jab baal lambe or ghane hote hai to unki khoobsurati main or bhi char chand lag jaate hai. Home remedies for hair growth  in hindi jaae ki kaise pyaj ka ras faydemand hai aapke baalo ke liye, Agar aap preshaan hai baalo ke jhadne se, tutne se to hum aapko yanha bata rahe hai aayurvedic treatment for hair growth in hindi jisko istemaal karke aapke baalo ka girna band ho jaayega or baal rahenge lambe, ghane, kale, chamakdar, Jaane pyaj ke ras ke fayde, onion juice for hair growth in hindi. जाने कैसे वरदान है प्याज बालो के लिए : Hair Fall Treatment At Home In Hindi 1. प्याज के रस से करे बालो मे मालिश : - Pyaj ka ras aapke baalo ko girne se rokta hai, iske liye sabse phle aap pyaj ko kaskar uska ras nikal se or halke hatho se ungali ke uppari hisse se baalo ki jado main massage kare, ab isko 20 min tak aisa hi rahne de, iske alawa aap baalo par ko...

सफेद बालों को काला करने के घरेलू उपाय : Safed Balon ka ilaj

Image
Kya aap bhi badhati umr ke saath safed hote baalo se pareshaan hain ? badhati umr ke saath baalo ka safed hona svaabhaavik hai parantu vigyaan ke aavikaskaaro ke phaayadon ke saath saath inake parinaam bhi bhugatane pad rahe hain, isi kaaranavash aajakal yuvaon ke baal bhi safed hone lage hain. Aksar aae din aap bhi inhi samasyaon se pareshaan hain ? to aaiye aapako bataate hain inake safed hone ke kaaran jinase aap shaayad vaakiph na ho or ji ha inake kaaranon ke saath saath ham aapako bataenge isaka ghareloo nuskhe se nivaaran kaise kiya ja sakata hain BAAL SAFED HONE KE PRAMUKH OR SCIENTIFIC KAARAN :- 1. MELANIN KI KAMI :- Scientific research ke anusaar baalo ka kaalaapan melaanin (mailanin) naamak ek pigment ke kaaran hota hain. Jab is pigment ka sells mein milana kam ho jaata hain tab baalo ka rang safed hone lagata hai. or vitaamin B12 baalon mein melaanin ki kami ko poora karata hai. agar aap apani body ko paryaapt rup mein  B12 ka poshan denge to baalo...