शतावरी के फायदे और नुकसान - शतावरी चूर्ण के लाभ
Shatavari Benefits in Hindi :- Prachin kal se hi ek ek jadinuma podha (plant) jiske ful guchche mei hote hai or matar jitney pakane pe lal colour ke ho jate hai, usi chamatkari jadi buti ko shatavari plant kaha jata hai.
Shatavari ek chamtkari aushadhi hai, ise mahilao ke sukh smardhi ka uphar mana jata hai. Ye purusho (male) ke liye bhi utni hi labhkari hai jitni mahilao ke liye. Ayurved ke anusar shatavari rogo (disease) se ladne mei mei surksha pradan karta hai.
Shatavari ke Fayde :-
1. Extra Weight kam karne k liye :- Mahilao ke masik dharm ki vajah se body mei pani ki matra jyda ho jati hai, jisse weight badh skta hai, Shatavari use kam karti hai.
2. Pesab mein Khun (Blood) :- Pesab mei khun (blood) ki smsyao se niptane ke liye bhi shatavari ka upyog kar skte hai.
3. Shakti ke liye :- Agar aapki Shakti din-b-din kamjor ho rhi hai toh shatavari ka upyog aapko labh dilwa skti hai.
4. Yon Shakti badhane k liye :- Shatavari yon (sex) ko majbut banati hai, jisse aapki sex life hmesha jawan bani rhe.
Shatavari Churna Benefits in Hindi :-
Sabhi jadi butiyo ki tarah Shatavari Churna bhi bahut labhdayak mana jata hai. Aapko batate hai kuch mahtavpurn benefits.
1.Pregnant aurat ke dudh na aane par cow ke dudh ke sath 4-5 gram shatavari churna dene se labh milta hai.
2.Kya aap khaste khaste pareshan hog ye ho? To aapko ye churna bahut labh dilwa skta hai. Satavari churna ko vasa ke patto ke sath 1-2 gram le aapki khansi chu manta rho jaegi.
3.Yadi purush yon shithilita se preshan hai to is churna ko dudh ke sath lene se bimari du rho jaegi.
Shatavari Side Effects :-
Jesa ki aap jante hai har jadi buti ke faydo ke sath sath viprit asar bhi padta hai. Esa hi hai kuch Shatavari side effects bhi.
1.Shatavari ke jyada upyog se aapka weight badh skta hai, isliye ise jarurat ke hisab se hi istemal kre.
2.Kidney or dil (Heart) ke rogiyo ko ye dawa katai nhi leni chaiye.
3.Agar shatavari khan eke baad aap kisi prakar ki skin allergy feel krte hai to iska upyog band kar de.
Hamne aapko Shatvari ke fayde or shatavari side effects to bata hi diye par dhyan rakhe kisi bhi chiz ka istemal karne se phle ek baar apne doctor ki salah jarur le le.
Comments
Post a Comment