जिन्दगीं को देखने का सबका अपना अपना नजरिया होता है कुछ लोग अपने स्टेटस में ही दिल की बात कह देते है और कुछ लोग गीता कुरान पर हाथ रख कर भी सच नहीं बोलते
Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla. Saare jahan ka dard apna muqaddar nikla. Jiske naam apni zindagi ka har lamha kar diya. Afsos whi humari chahat se bekhabar nikla.
Teri yaadon ke sahare duniya me rah lete hai. Teri judai ka Gum Chupchap sahe lete hai. Samjhaya Dil ko yeh raaz chupana. Par aansu banke wo sab kah dete hai.
Woh kahate hai hum se ki Aapka Message Churaya huwa hota hai. Vse to net par Messages ka khazana hota hai. Kuch toh kadar kar lo Zalim. Aakhir selection to Hamara Hota hai.
Duniya Ke Sabse Behtreen Aur Mashoor Kalakaar Woh Hote Hain Jinki apni ek Ada Hoti Hai. Woh Ada Jo Kisi Ki Nakal Karne Se Nahin Aati Woh Ada Jo Unke Sath Janam Leti Hai!
Tuta Sapna toh Sapne dekhna Chod Diya Umeede Tuti toh Umeed Karna Chod Diya Kehte he Sada muskrate rho ....... Par kisine itna rulaya ki humne muskrana chod dia.
In aakho mein kuch sapne palte hai Aansu bahar aane ko taraste hai In aankho ko padlo, sab kuch likha hai inme Warna shabdo ke matlab toh hazar nikalte hai.