तिल के तेल के फायदे और नुकसान - स्वास्थ्य लाभ
Apne gharo mei lagbhag har tarah ke tel dekhne ko mil jayenge, chahe vo khana pakane ke liye ho ya fir malish krne ke liye. Ese hi tel (Oil) mei famous til ka tel jo bhag doud bhari jindgi mei kahi jagaho pe kaam mei liya jata hai. Aaiye aapko rubru karwate hai til ka tel ke benefits se.
Sesame oil benefits in hindi :-
Sesame oil jo basically sesame seeds (til ke bij) se prapt kiya jata hai. Bhartiya sanskriti mei tel ka bahut hi mahan ullekhna hai. Ye hai kuch sesam ke tel ke benefits :-
1. Liver ko bachane mei :- kya aapke pariwar mei bhi koi sharab ki lat se preshan hai? Ye to aap jante hi honge ki sharab (wine) se Liver ko nukshan pahuchata hai. Til ka tel aapko Liver ko bachane mei madad karta hai.
2. Madhumeh :- ek scientific study ke anusar, diabities 2 stage mei til ka tel dawa se bhi badhkar kaam krta hai.
3. Tavcha ki gunvata ke liye :- Agar ham biologically rup se sesame seeds ko dekhe to ye Vitamin B and E se bahrpur hota hai. Jo apni tavcha (skin) ki gunvata ko banaye rakhta hai. Isliye doctors ke anusar bhi skin care ke liye til ka tel bahut labhdayak hota hai.
4. Bawashir mei labhdayak :- agar aap bawashir se pidit hai to sesame oil ka use krna aapko benfits dilwa skta hai. Pritidin 2-4 spoon kale til ko chabae or baad mei thanda pani piye, aapko bawashir se rahat milegi.
5. Blood Circulation ke liye :- Til ka tel gada hone ke karan iski malish krne par ye skin mei aasni se mil jata hai. Jisse ye skinko protection deta hai or purani sells ko khatm kr deta hai, jisse blood circulation mei fayda milta hai.
Til Oil for Hair :-
Akshar paya gya hai ki sarso ke tel ki tarah hi til ka tel bhi balo ke rakshan poshan ke liye bahut mahtvpurn hai. Ye balo ka rang kala or aamtor par jadne vale balo se mukti deta hai.
Bharpur vitamin ki vajah se til oil for health is very good. Or niranatr upyog se aapke roganu or kitanuo se bachne mei bdi madad karta hai til ka tel. isliye ise bhayrtiya sansrti ka Gaurav bhi mana gya hai. Kripya vishesh bimari mei doctors ki salah lekar hi use kre.
#sesame oil benefits in hindi, #sesame seeds, #til ka tel, #til oil for hair # til ke tel ke upay, #til ke tel ke fayde aur nuksan, #til ke tel gun labh
Comments
Post a Comment