घर को बनाए खुशहाल वास्तु टिप्स से - Vastu Tips for Home in Hindi
Vastu se banaye apne parivarik jiwan ko khushal. घर को बनाए खुशहाल वास्तु टिप्स से - Vastu Tips for Home in Hindi :- 1. Apne ghar ka main door kisi ke ghar ke main door ke saamne na banaye. 2. Ghar ke beech main tulsi plant lagana atti subh mana jaata hai. 3. Aapka kitchan main door le saamne ni hona cahiye. 4. Pooja ghar or kitchen ke pass toilet ni banana cahiye. 5. Ghar main tute fute Barton, tuta hua darpan ni rakhna cahiye isse daridarta yani garibi ka waas hota hai. 6. Kabhi bhi beem or sahteer ke neeche na baithe. 7. Ghar main band padi hui ghadi ni rakhni cahiye. 8. Padne waale bachho ko hmesha purv disha ki traf sir karke soye, isse dhan or aayu ki bhi badhotari hoti hai. 9. Sote samay aapka sirhana purv ya dakshin disha me kare, uttar or paschim me sone se bimari hone ka dar rahta hai. 10. Toilet sidhiyo ke niche ni banana cahiye. 11. Pati or patni me pyar barkarar rakhne ke liye dakshin- paschim disha main pyar ka parteek pakshiyo ka joda ...