Posts

गर्भावस्था में होने वाली परेशानिया - Unka Gharelu Upay Upchaar

Image
Pregnancy Main Hone Waali  Problems or Unka Gharelu Upay Upchaar. Pregnancy care tips in hindi : - Pregnant hona ya yu kahe ki maa banana ek aisa ahsaas hai jo ek satri ko aananmayi bana deta hai. Grabhawastha ke pahle 3 month ke doraan bachhe ke jayadatar ang aakar le lete hai, agar is samay kuch galat ho jaaye to janamjaat vikrti ke hone ka khtra ho jaata hai. Koi bhi Dwai dr se puch kar hi leni chahiye . Pregnancy time care in hindi khastor par in baato ka dhyan rakhe ki pregnancy main sharab peena, smoking, aadi chije pet main pal rahe aapke bachhe ke ghatak ho sakti hai. Pregnancy Main Kya - Kya Dhyaan rakhna Cahiye :- 1. Jayada matra main paani piye. 2. Hamesa Khus rahna Chahiye. 3. Time se checkup karwana chahiye. 4. Smoking, sharab ko hath na lagaye. 5. Chay, coffee nahi peeni chahiye. 6. Jayada der baithna nahi cahiye. 7. Koi wazan ki chije na uthaye. 8. Jhuk kar koi kaam nahi kare. 9. Calcuim or iron ke aahar le. 10. Dhoodh piye. Jaane Grabh

गर्मी के ड्रिंक्स - गर्मी में ठंडक का एहसास कराएंगे तुरंत एनर्जी देंगे

Image
Health Tips In Hindi : - Aajkal log health concious jayada ho gaye hai ,isliye cold drink ke alawa fruit juice ka bhi chalan bad gaya hai, kai companiyo ne to dibba band juice bhi bazaar main uttar diye hai, In tayyar fruits or vegetables juice main kuch kafi pasndida hai jaise : - pinapplejuice, santra, mango, litchi, mixfruitjuice etc. Hamara manana hai ki taaje falo ka juice hi sehat ke liye ache hote hote inme natural suger bhi hoti hai, jo sharir ko garmi jhelne ki shakti pardan karti hai. Isliye Hamare gharelu seetal ya thanda pey padarth sirf poshtik hi nahi balki sharir ko trravat, shakti,avtive rakhta hai. Garmiyo Main Sharir Main Paani Ki Kami  Se Hone Waali Bimariya :- 1. Jee Michalana 2. Ulti ya matli hona 3. Losse motion 4. Luu Lagana 5. Tej Bukhar hona 6. Chamadi ke rog. 7. Aankho ki bimari 8. Bhuk na lagna. 9. Chakker aana 10. Paani ki adhik kami se kidney par bhi jor padta hai jisse patthari ka khatra ban jata hai. Garmiyo main pey padar

छोटे बच्चों को कैसे कपड़े पहनाने चाहिए - Best Cloth for Child

Image
Sehat or Suvidha ka Rakhe Dhyan Jab Karna Ho Chote Bachho Ke Kapdo ka Chunav Bazaar main bachho ke liye alag -alag trah ke kapde milte hai lekin kapde lete samay hume bachho ke sehat ka dhyan rakhna jaruri hai, jaane kin kin baato ka rahe dhyan jab kare bachho ke kapdo ka chunav : - Jaane Kaise Padpe Bachho ke Lene Cahiye :- 1. Bachho ko rangeen or saste sutti kapade khridane cahiye. 2. Yadi bachha chota hai to uske liye aise kapde le  jinhe pahnane main presani na ho or aasani se badle ja sake. 3. Kapde dheele or aaramdaayak hone chahiye jinme bachha aaram se khel sake . 4. bachho ke kapde aasani se dhone , sukhane or press karne layak hone chahiye. 5. Ander pahnane waale kapde sutti or komal hone chahiye, jisse tavcha ko koi nuksan na ho. 6. Bachho ke garmiyo ke kapde thande or khule or winter main garam kapde hone chahiye. 7. Jab kapde khride to Hmesha unke size se bada size le. 8. Kapdo main In Trah Ke Kapdo Par De Dhyan Ya Kare Ignore Or Rakhe Apne N

Krishi - Dhosa Ghar Par Banane Ki DeliCious Vidhi Jaane Dhosa Banane Ka Tarika

Krispi - Dhosa Ghar Par Banane Ki DeliCious Vidhi Jaane Dhosa Banane Ka Tarika Saamargi : - 1. 1 cup udad ki daal. 2. 1 cup chane ki daal 3. 1 cup besan. 4. Namak swad ke anusaar. 5. Pakane ke liye tel. Banane ki Vidhi : - 1. Udad or Chane ki daal ko thode garam paani main 4 ghante bhigo kar rakhe. 2. Dhone ke baad mahin ya barik paste bana le. 3. Raat bhar dhak kar khameer uthane ke liye rakh de. 4. Agale din isme besan, i cup paani or namak daalkar ache se mila le. 5. Tavve ko medium aanch par garam karke talli main chiknai lagaye, 6. Ab isme gholko failaye or kinaro par tel agakar pakaye. 7. Halka bhura hone par bich se mod le or tavve se uttar kar grma -gram chatani ke sath parose

Neer - Dhosa Ghar Par Banane Ki DeliCious Vidhi Jaane Dhosa Banane Ka Tarika

Neer - Dhosa Ghar Par Banane Ki DeliCious Vidhi Jaane Dhosa Banane Ka Tarika. Saamargi : - 1. 1 cup kachhe rice le. 2. Namak swad ke anusaar . 3. Chiknai ke liye tel.  Banane ki Vidhi : - 1. Sabse aphle kachhe rice ko paani main 2 ghant tak bhigo de. 2. Fir paani ko chan kar alag rakh le. 3. Ab paani ki madad se iska mahin barik paste bana le. 4. namak daale. 5. Yadi jarurat ho to ise ghol ka roop bhi de sakati hai. 6. Non - stick tavve ko garam kare. 7. tavve ki garamahat ko janane ke liye phle us par paani ke chite daale. 8. Ab chiknai laga kar tavve par ghol daale. 9. Is ghol ko uchhai se daale or chamamch se bilkul na failaye. 10. Dhose ko ek traf se pakaye , ye dhyan de ki wo jayada bhura na ho. 11. Do baar modkar lal mirch or adarak ki chatni ke sath parose.

स्किन और त्‍वचा की देखभाल - Face Care Tips in Hindi

Image
Face ko clean kaise rakhe in hindi : - Hamari skin bahut hi komal or mulayam hoti hai, isko khrab hone main jara bhi samay nahi lagta, Tavcha ki dekhbhaal karne ke liye bhut care ki jarurat hoti hai. Gora hone ke gharelu tarike or upaayo ke chalte kuch mahilaaye anjaane main sunder dikhne or blackheads nikalne ke chakkar main apne face ko scrub se jayada ragad leti hai or daily massage karti hai, jiska natija yeh hota hai unke face par daane nikal jaate hai or chahre ki natural chamak khatam ho jaati hai. Apne Chahre ko Saaf Rakhne or Sunder Banane ke liye Jaane Ye Jaruri Baate : - Sabse jaruri baat to ye jayada matra main paani piye ye ek trah ka skin tonik hai. Isse Dehydration bhi nahi hota, nayi urja milti hai or tavcha main chamak aati hai. Jin beauty creams ka istemaal hum khud ko gora karne ke liye karte hai unka jayada istemaal karne se tavcha bejaan ban jaati hai. Tavcha ko sabse jayada nuksaan hota hai anti anjining creams se. Baazaro main milne waali kai

अनानास (Pineapple) के फायदे और नुकसान

Image
Annanas(Pineapple) Ke Gun Or Fayade : - Annanas ek beejpatri kul ka podha hai, yah world ke jayadatar garam bhaogo main hota hai, india main yah tamilnaadu, karnaatak, keral, asaam aadi jagah par milta hai | jaane annanas ke fayade or laabh jo heart ki bimariyo se rakhta hai dur or iske sevan se aap hote hai nirogi. Harday rog main laabhkari hai annanas ka sevan jaane kaise :-Benefits Of Pineapple In Hindi  Annanas fal ki pattiya or tanne main bromelin naam ka anjaiam paaya jata hai jo parotin ko pachata hai. Isme bharpur matra main vitamin 'A' , 'B' , 'C'  calcuim , fasphoras, suger aadi milti hai. Annanas se sarbat, mishri banai jaati hai. Yah tavcha ko sunder banata hai or sondrya ko nikharta hai. Iske tanne ko ikttha karke tanne ki bahari bhaag ko nikalkar ander ke safed bhaag ko pees   kar uska ras parpat kar liya jaata hai.  Is ras main kuch rassayan milakar bromelin ko alag kar liya jata hai. Bromelin sukhane par safed mahin churan ban ja

बदलते मौसम में एलर्जी से बचने के सबसे आसान उपाय

Image
Sardi Jhukham Se Bachne Ke Gharelu Tarike, Upay, Nuskhe : - badalte mosam main naak bahna. aankho main jalan hona, chatti jamana, aam baat hoti hai. Yah alerji bahut presaan karne waali hoti hai, or agar iaka turant ilaj na kiya jaaye to yah gambheer roop le sakti hai | Aise main bachaav ke liye saavdhan hona jaruri hai, jaane alerji ya mosam ki wajhse se cold ya sardi se bachne ke upay in hindi . Aelerji  ke Mukhaya Lakhsan : - 1.Aankho main jalan hona. 2. Gala khrab hona, gale main dard hona. 3. Naak bahana ya naak band ho jana . 4. Kamjori mahsus karna 5. Achanak bhukhar ho jana. 5. Saare Sharir main dard hona. 6. Jodo main dard hona. Yeh Mosami Aelerji bachho se lekar kisi bhi umar ke logo ko ho sakti hai, lekin yah 16 se 18 saal ke bachho ko jayada parbhawit karti hai. Sabse bahter ilaj hai ki aelerji waali chijo se bache. Isse anek or bhi bimariya ho sakti hai jaise - Sainense Sakarman, Astama aadi. Aelerji se Bachne ke Upay Jaane Gharelu Tarike :- 1. A

डार्क सर्कल - आँखों के काले घेरे दूर करने के आसान घरेलू उपाय

Image
Aankho ke dark circle khtam karne ke upay : - Aankho ke niche ki tavcha ke kaalepan ko hum kale ghero ke naam se jante hai . Ye mahilao or pursho dono ko ho jate hai , jisse vayakti bimar ,thakahua, kamjor. or kafi umar ka lagane lagta hai , hum aapko yanha batayenge ki dark circle kaise hataye, kale ghere ko mitane ke upay in hindi, gharelu tarike inko apnakar aap inko khtam karke apne chahre ko sunder bana sakte hai. Kale Ghere ko khatam karne ke achuk upay :- 1. Dhoop se chahre ka bachav kare. 2. Din me 2 - 3 time Saaf paani se chahre ko saaf kare . 3. Khira hai ek natural upay kale ghere mitane ka. 4.Badaam ka tel sote samay lagye . 5. Khoob panni piye. 6. Aankho ko gulabjal se dhoye. 7. Aalu se paaye kale ghero se chutkara. 8. Nimbu ka ras lagaye. 9. Santre ke paryog se hataye dark circle. 10. Aankho ka dhool mitti se bachav kare. Dark Circle(kale ghere) hone ke mul karan : - 1. Neend puri na hona . 2. Swasthy Theek na rahna . 3. Aayu ke anusaar bhi kale g

If 3 * 4 = 10, 5 * 8 = 18, 7 * 7 = ?

If 3 * 4 = 10, 5 * 8 = 18, 7 * 7 = ? 1) 26 2) 21 3) 28 4) 49