गर्मी के ड्रिंक्स - गर्मी में ठंडक का एहसास कराएंगे तुरंत एनर्जी देंगे
Health Tips In Hindi : - Aajkal log health concious jayada ho gaye hai ,isliye cold drink ke alawa fruit juice ka bhi chalan bad gaya hai, kai companiyo ne to dibba band juice bhi bazaar main uttar diye hai, In tayyar fruits or vegetables juice main kuch kafi pasndida hai jaise : - pinapplejuice, santra, mango, litchi, mixfruitjuice etc. Hamara manana hai ki taaje falo ka juice hi sehat ke
liye ache hote hote inme natural suger bhi hoti hai, jo sharir ko garmi jhelne ki shakti pardan karti hai. Isliye Hamare gharelu seetal ya thanda pey padarth sirf poshtik hi nahi balki sharir ko trravat, shakti,avtive rakhta hai.
2. Ulti ya matli hona
3. Losse motion
4. Luu Lagana
5. Tej Bukhar hona
6. Chamadi ke rog.
7. Aankho ki bimari
8. Bhuk na lagna.
9. Chakker aana
10. Paani ki adhik kami se kidney par bhi jor padta hai jisse patthari ka khatra ban jata hai.
Garmiyo main pey padarth ki baat kare to sabse acha hai sudhh paani , daily 8 se 10 glass paani jarur pina chahiye. Jayadatar falo main 90% liquid hota hai, yeh sharir ke metabolizam ko tej karta hai.
Vitamin 'c' falo main mojud hone se shair ki partirodhak shakti badhti hai. Ab swal ye hota hai ki kis parkar ke falo or sabjiyo ka ras nikale or kaise piyetaaki swasth bane rahe, iske liye aap in
gharelu tarike se ghare pey padarth banaye.
1. Kachhe aam ko ubaale ya bhun le.
2. Iska plup nikal le.
3. Ab isme swad ke anusaar kala namak, chini, thanda paani, jira, sonf powder mila kar mix kar le.
4. Thodi der mathe or piye or pilaye.
5. Yah pet ki garmi ko saant karta hai.
6. Ek dusra tarika ye hai ki iska plup nikal kar saari chije mila kar chan kar rakh le freeze main.
7 Jab man kare thanda paani milakar mix kare or swad se piye or garmi ko kare bye bye.
1. Yah sharir ko tarotaaja ke alawa rog patirodhak shakti bhi barkrar rakhti hai.
2. Isko banane ke liye paani main chini or nimbu ka ras milaye.
3. ab isme jira powder, kala ya safed namak, jaljira powder dal kar milaye.
4. Bas badhiya drink tayyar hai jo garmi se dilaye aapko nijaat
1. Thodi imali ko paani main bhigo kar uska ras nikal le.
2. Ab isme podina, nimbu ka ras or thoda namak dal kar mila le.
3. Yah swadhisht hi nahi balki pachan ko bhi theek rakhta hai.
1. Harbel Tea chaay ki chahat rakhne waalo ke liye jaruri hoti hai.
2. Bina doodh ki strong chaaye banaye.
3. Glass main kootkar barf daale or thode se podine ke patte or nimbu ka ras or chay dal kar piye.
4. Suger free piye ya thodi matra main mishri daal kar piye.
1. Jo or Chane ka sattu garmiyo main rahat pardaan karta hai.
2. Ek glass paani main thodi chini ka shirap. sattu, nimbu ka ras, or paani milaye or pee le.
3. Yah gas bhi door karta hai or sharir ki garmi se nijaat milti hai.
#drinks for summer, #summer drinks, #summer cocktails, #summer drink recipes, #refreshing drinks, #summer cool, #fruit cocktail, #fruit drink recipes, #homemade cold drinks recipes

Garmiyo Main Sharir Main Paani Ki Kami Se Hone Waali Bimariya :-
1. Jee Michalana2. Ulti ya matli hona
3. Losse motion
4. Luu Lagana
5. Tej Bukhar hona
6. Chamadi ke rog.
7. Aankho ki bimari
8. Bhuk na lagna.
9. Chakker aana
10. Paani ki adhik kami se kidney par bhi jor padta hai jisse patthari ka khatra ban jata hai.
Garmiyo main pey padarth ki baat kare to sabse acha hai sudhh paani , daily 8 se 10 glass paani jarur pina chahiye. Jayadatar falo main 90% liquid hota hai, yeh sharir ke metabolizam ko tej karta hai.
Vitamin 'c' falo main mojud hone se shair ki partirodhak shakti badhti hai. Ab swal ye hota hai ki kis parkar ke falo or sabjiyo ka ras nikale or kaise piyetaaki swasth bane rahe, iske liye aap in
gharelu tarike se ghare pey padarth banaye.
Banaye gharelu cold drink jisse aap rahe garmi main fit or fine :-
1. Kachhe Aam ka Panni :-
1. Kachhe aam ko ubaale ya bhun le.
2. Iska plup nikal le.
3. Ab isme swad ke anusaar kala namak, chini, thanda paani, jira, sonf powder mila kar mix kar le.
4. Thodi der mathe or piye or pilaye.
5. Yah pet ki garmi ko saant karta hai.
6. Ek dusra tarika ye hai ki iska plup nikal kar saari chije mila kar chan kar rakh le freeze main.
7 Jab man kare thanda paani milakar mix kare or swad se piye or garmi ko kare bye bye.
2. Nimbu Ki Shikanji :-
1. Yah sharir ko tarotaaja ke alawa rog patirodhak shakti bhi barkrar rakhti hai.
2. Isko banane ke liye paani main chini or nimbu ka ras milaye.
3. ab isme jira powder, kala ya safed namak, jaljira powder dal kar milaye.
4. Bas badhiya drink tayyar hai jo garmi se dilaye aapko nijaat
3. Jaljire Ka paani :-
1. Thodi imali ko paani main bhigo kar uska ras nikal le.
2. Ab isme podina, nimbu ka ras or thoda namak dal kar mila le.
3. Yah swadhisht hi nahi balki pachan ko bhi theek rakhta hai.
4. Green Tea :-
1. Harbel Tea chaay ki chahat rakhne waalo ke liye jaruri hoti hai.
2. Bina doodh ki strong chaaye banaye.
3. Glass main kootkar barf daale or thode se podine ke patte or nimbu ka ras or chay dal kar piye.
4. Suger free piye ya thodi matra main mishri daal kar piye.
5. Sattu Banaye Ghar Par :-
1. Jo or Chane ka sattu garmiyo main rahat pardaan karta hai.
2. Ek glass paani main thodi chini ka shirap. sattu, nimbu ka ras, or paani milaye or pee le.
3. Yah gas bhi door karta hai or sharir ki garmi se nijaat milti hai.
#drinks for summer, #summer drinks, #summer cocktails, #summer drink recipes, #refreshing drinks, #summer cool, #fruit cocktail, #fruit drink recipes, #homemade cold drinks recipes
Comments
Post a Comment