अनानास (Pineapple) के फायदे और नुकसान
Annanas(Pineapple) Ke Gun Or Fayade : - Annanas ek beejpatri kul ka podha hai, yah world ke jayadatar garam bhaogo main hota hai, india main yah tamilnaadu, karnaatak, keral, asaam aadi jagah par milta hai |
jaane annanas ke fayade or laabh jo heart ki bimariyo se rakhta hai dur or iske sevan se aap hote hai nirogi.
jaane annanas ke fayade or laabh jo heart ki bimariyo se rakhta hai dur or iske sevan se aap hote hai nirogi.
Harday rog main laabhkari hai annanas ka sevan jaane kaise :-Benefits Of Pineapple In Hindi
- Annanas fal ki pattiya or tanne main bromelin naam ka anjaiam paaya jata hai jo parotin ko pachata hai.
- Isme bharpur matra main vitamin 'A' , 'B' , 'C' calcuim , fasphoras, suger aadi milti hai.
- Annanas se sarbat, mishri banai jaati hai.
- Yah tavcha ko sunder banata hai or sondrya ko nikharta hai.
- Iske tanne ko ikttha karke tanne ki bahari bhaag ko nikalkar ander ke safed bhaag ko pees
- kar uska ras parpat kar liya jaata hai.
- Is ras main kuch rassayan milakar bromelin ko alag kar liya jata hai.
- Bromelin sukhane par safed mahin churan ban jata hai.
- Iska upyog karke anek bimariyo ka ilaj kiya jata hai.
- Heart Problem main iska kafi upyogi hota hai.
- Annanas se milne waale padarath ka paryog jali hui tavcha ke upchaar ke liye bhi kiya jata hai.
#pineapple ke fayde hindi me, #pineapple ke fayde in hindi, #ananas ke fayde hindi me, #pineapple khane ke fayde in hindi, #pineapple ke nuksan
Comments
Post a Comment