बालो का झड़ना रोके प्याज के रस से


Pyaj ke juice ke fayde for hair in hindi : - Koi bhi mahila ho har koi chahti hai apne baalo ko lamba ghana or sillky banana, jab baal lambe or ghane hote hai to unki khoobsurati main or bhi char chand lag jaate hai.

Home remedies for hair growth  in hindi jaae ki kaise pyaj ka ras faydemand hai aapke baalo ke liye, Agar aap preshaan hai baalo ke jhadne se, tutne se to hum aapko yanha bata rahe hai aayurvedic treatment for hair growth in hindi jisko istemaal karke aapke baalo ka girna band ho jaayega or baal rahenge lambe, ghane, kale, chamakdar, Jaane pyaj ke ras ke fayde, onion juice for hair growth in hindi.



जाने कैसे वरदान है प्याज बालो के लिए : Hair Fall Treatment At Home In Hindi


1. प्याज के रस से करे बालो मे मालिश : - Pyaj ka ras aapke baalo ko girne se rokta hai, iske liye sabse phle aap pyaj ko kaskar uska ras nikal se or halke hatho se ungali ke uppari hisse se baalo ki jado main massage kare, ab isko 20 min tak aisa hi rahne de, iske alawa aap baalo par koi kapda bhi band sakte hai jisse pyaj ka ras ache se baalo ki romo main chla jaaye or baalo ko majbooti mile.

2. बालो को झड़ने से रोकने के लिए प्याज का रस ओर शहद का मिश्रण : - Is mishran ko banane ke liye  1 cup ka 1/4 hissa pyaj ka ras le, isme 2 chamamch shahad milakar 10 min ke liye rakh de, ab is mishran ko baalo main lagaye, 15 se 20 min ke baad shampoo se achi tarah baalo ko dho le, Onion and honey growth treatment in hindi.

3. प्याज ओर पानी का मिश्रण : - Onion packs for hair growth treatment in hindi , kya aap jante hai ki pyaj or paani ka mishran na kewal aapke baalo ko jhadhne se rokta hai balki balo ko ghana or majboot bhi banata hai. Is mishran ko banane ke liyesabse pahle pyaj ke chote chote tukde kare, ab isko thode se paani main daalkar ubal le, ache se ubalne ke baal is paani o thanda hone de, is paani ka istemaal aap baalo ko shapoo se dhone ke baad conditioner ke roop main kar sakte hai, hair fall treatment at home.

4. प्याज का रस ओर एलोवरा का मिश्रण : - Benefits for onion pyaj ka ras for hair in hindi, aloevera ek acha gharelu upay hai baalo ki growth ke liye, iske liye pyaj ke ras main taaja aloevera ka gudda nikalkar milaye, isko balo ki jado main laga kar malish kare, kam se kam 1 ghante tak aise hi rahne de, uske baad ache shampoo se baalo ko dho le. Is mishran ka istemaal aap 1 hafte main 2 baar jarur kare, kuch dino main hi aapko fark dikhne lagega.

5. प्याज का रस ओर नींबू का मिश्रण : - Pyaj ka ras or nimbu ka mishran na kewal balo ko girne se rokta hai balki hair growth ke liye bhi uttam hai, isse rushi bhi dur ho jaati hai, nimbu balo ka jhadhna rokta hai.

6. प्याज का रस ओर रम : - Balo ke liye pyajka ras or ram rambaan ilaj hai, dadi maa ke gharelu nuskhe in hindi jaane ki balo ke vikash ke liye 1 glass rum main pyaj ko kaskar raat nhar ke liye chod de, is mishran ko subah balo ki jadomain malish kare. Isse aapke baal ekdum smoothy or ghane ho jaayenge.

7. बालो को झड़ने से रोकने के लिए प्याज का रस ओर नारियल तेल : - Pyaj ka ras or nariyal ka tel ka mishran balo ko poshan deta hai or majbooti pardan karta hai, dono ko ache se milakar balo main lagaye, kam se kam 1 ghante tak towel main balo ko lapet kar rakhe or steam le jisse balo ke romchidar khulenge or mishran jado main jaayega, Onion for hair fall and hair growth.

8. प्याज का रस ओर अंडे की सफेदी : - Yah to sab jante hai ki balo ko girne se rokne ke liye andabanut laabhdayak hota hai, pyaj ka ras or ande ki safed wala bhag mila kar balo main lagaye or ache shampoo se balo ko dho le, kuch dino main hi aapke baal ghane kale, majboot ban jaayenge.

9. प्याज का रस ओर हेयर आयिल : - Hair fall treatment in hindi , Onion benefits for hair growth ke liye thoda pyaj ka ras le or isme balo ka tel milakar balo ki malish raat ko kare, subah shampoo se balo ko dho le.

10. प्याज का रस ओर रोज़मेरी का तेल : - Rosemery ka tel balo ki lambai ke liye sabse acha hota hai, agar aap pyaj ki badboo se preshan ho jaate hai to pyaj ke ras main rosemery ka tel milane se aapko pyaj ki badboo nahi aayegi.

#hair fall treatment in hindi, #hair fall solution in hindi, #hair problem solution in hindi, #hair fall control tips in hindi, #pyaz ka ras for hair, #how to stop hair fall in hindi, #pyaz ka ras for hair in hindi, #onion for hair, #onion for hair regrowth

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे