10 दिनो में बाल लंबे बढ़ाने के घरेलू नुस्खे

Sabhi ladkiyan chahti hai unke baal lambe aur ghane ho. Ladkiyan lambe baal paane ke liye sab kuch kar ke dekhti hai. Lambe aur ghane baal ladkiyon ko aur bhi khubsurat banata hai. Aaj ki busy life mein baalo ki dekhbhaal karna bahut hi muskil hai.

Aajkal logo ko baalo se related problem rahti hai. Baalo ka na badhna aur baalo ka tutna yeh aam baat ho gayi hai. Baal proteins se bane hote hai, unhe poshan milana bahut jaruri hai. Aapne bhi kai mahilaon ke lambe baal dekhe honge. Pareshan hone ki jarurat nahi hai. Aap bhi yeh gharelu nuskhe aur upay apnakar apne baal lambe aur ghane kar sakte hai.








10 दिनो में बाल लंबे बढ़ाने के घरेलू नुस्खे - Baal Badhane ke Gharelu Nuskhe :-


1. नारियल तेल (Coconut Oil) :- Nariyal ke tel mein vitamin e aur anti - oxidant hote hai. Jo baalo ko majbut aur mulayam rakhte hai. Yeh baalo ko jaldi badhane wala oil hai. Yeh sab se aasani se mil jata hai.

2. ख़ान - पान (Healthy Diet) :- Baal proteins se bane hote hai, unhe poshan milana bahut jaruri hai. isliye pani diet mein vitamin a, b, c, e aur iron, zinc, magnesium youkat bhojan kare.

3. सिर की मालिश :- sir ki maalish baalo ki growth ke liye bahut jaruri hai. sir ki maalish karne se tel baalo ki jado tak jata hai. Jisse baal majbut hote hai.

4. आंवला, रीठा और शिकाकाई :- amla, reetha aur shikakai in sabhi ka naam toh aapne suna hi hoga. Yeh baalo ke liye bahut labhdayak hai. Isse baal ghane, lambe aur shinee bante hai. Amla, reetha, shikakai ko saman matra mein peeskar usme thodi mehandi milakar baalon mein iska paste lagyen.

5. तनाव को दूर रखे :- Aajkal ki life mein tanav hona ek aam baat ho gayi hai. tanav lene se bahut se bimariyan hoti hai. Baalo ka tutna aur girna bhi tanav ke karan hota hai. Isliye aapko lambe baal chahiye toh tanav mukat rahe.





6. तिल का तेल :- Til ka tel baalo ke liye bahut labhdayak hota hai. Til ka tel mein Vitamin E hota hai jo baalo ka lamba karne mein madad karta hai.

7. एलोवेरा :- Aloe Vera se baalo ko bharpur poshan milta hai, isse baalo ka girna band ho jata hai. Aloe Vera Gel se baal ghane aur majbut hote hai.

8. बालो को नीचे झुकाएँ :- Baalo ko dhone ke baad, unko sukhate samay sir niche karke baalo ko niche ki aur jhukayen. Isse baal teji se badhte hai.

#baal badhane ke upay, #baal badhane ka tarika, #baal badhane ke tarike, #baal badhane ke gharelu nuskhe, #hair growth tips in hindi, #gharelu nuskhe for hair, #baal badhane ke gharelu upay, #long hair tips in hindi, #baal lambe karne ka tarika, #baal lambe karne ke tarike.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे