पेठा खाने के बेहतरीन फायदे - पेठे के गुण - नुकसान

India mein sabse jayda petha hi sabji mein use hota hai. Iska istmaal mithai ke rup mein bhi hota hai. Petha bahut se rogo mein labhdayak hai. Petha pushtikaarak, bal dene Wala aur rakt ke vikaar ko door karata hai aur pet ko saaph karata hai.

Pethe puri tarah se prakrtik hota hai jise vrat mein aasani se khaaya ja sakata hai. Yah puṣṭikaraka, viryavardhdaka, bhari, raktadoṣa tatha vata-pitta ko naṣṭa karane vala hai.




पेठा खाने के बेहतरीन फायदे - पेठे के गुण - Petha Khane ke Fayde :-


1. पेट की बीमारियो से बचाए(Pethe ke fayde for stomach) : - Kachcha petha vaat aur pit dosh ko khatm karata hai, Pachan shakti ko majboot banata hai.Yah puṣṭikaraka, viryavardhdaka, bhari, raktadoṣa tatha vata-pitta ko naṣṭa karane vala hai. Pethe ke sevan se kabj aur bawaseer ka rog dur hota hai.

2. मूत्र संक्रमण से छुटकारा( Winter Melon Benefits For Urine Infection ) : - Mutraashay ki samasya aur pet ki jalan ko khatm karata hai, Baar baar peshab ka aana band ho jata hai.

3. पेठा केंसर मे है लाभकारी( Ash Gourd benefits for cancer ) : - Petha main vitamin 'c' bharpur matra main hota hai jo cancer jaisi bimariyo ko khatam krta hai, yah ek antioxident bhi hai jo vishele kitanuo ki roktham karta hai.

4. पेठा खाने से भूख बढ़ती है( Pethe ke fayde for weight gain ) : - Agar aap sharirik roop se kamjor hai or aapko samay par bhuk nahi lagti to petha khaye , isse aapko kuch dino main main hi bhuk lagne lag jaayegi or aap healthy ho jaayenge.

5. पेठा खाने से सर्दी दूर हो जाती है( Winter melon ke fayde for flu and infection ) :- Petha khaane se khansi aur bukhaar rog bhi theek hote hain, Pethe main mojud vitamin 'c' infection ke virus ko failne se rokta hai.






6. शरीर मजबूत बनता है( Health benefits of ash gourd in hindi ) : - Khaali pet petha khaane se shaarir mein lachelapan aur sphoorti bani rahatee hai, Pchan kirya bhi theek hoti hai.

7. अस्थमा मे लाभकारी( Petha khane ke fayde for asthma) :- Asthma patients ke liye faydemand hai, Asthma ke rogiyo ko niyamit pethe ka sevan karna chahiye, yah fefdo ke liye bhi acha hota hai.

8. मस्तिष्क के रोगो मे फ़ायदेमंद( Winter melon ke fayde for brain ) : - Yah manasik rogon mein jaise miragee, pagalpan mein bhi laabh pahunchaata hai. Migrain main pethe ka sevan bahut faydemand hota hai.

9. अनिमिया मे लाभकारी( Petha khane ke fayde for animia ) : - Khoon ki gandgi ko saaph karana petha ka mukhy kaam hota hai, petha khane se khoon k kami dur ho jaati hai.

10. आँखो के रोगो के लिए( Ash Gourd benefits for eyes ) : - Pethe ke sevan karne se aankho se judo rogo ke ilaj main sahayat milta hai.


#petha khane ke fayde in hindi, #benefits of petha in hindi, #petha ke labh, #petha ke gun, #petha ke nuksan

Comments

  1. thanks information ......................

    ReplyDelete

Post a Comment

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे