नीम के फायदे - औषधीय गुण - लाभ - नुकसान

Neem bharat mein har jagah paya jata hai. Neem ka ped (Tree) aushadhi gunon se bharapur hai. Neem kadava hota hai Jiske karan bahut se rog dur ho jate hai. Pahle neem bhart mein hi tha par iske gunon ke karan sabhi desh ise apne yaha bhi uga rhe hai.

Neem garmi mein thandi hawa deta hai. Neem parkrti (Nature) ki di hui sogat hai. Jiske patte aur chilko mein bahut se rogo ko thik karta hai. Neem ka ped (tree) aasani se khi bhi dekhne ko mil jata hai. Yah health ke liye bahut labhdayak hai. Sadiyo se medicine me neem ka istemaal ho rha hai.




नीम के फायदे - औषधीय गुण - लाभ - Neem Benefits in Hindi :-


1. कीटनाशक के रूप में :- Neem ke patte ka upyog kitnask ke roop mein bhi kiya jata hai. Isliye iska upyog anaj (Grains) ya kapadon mein rakh sakte hai.

2. निबौलियों का रस (Juice of Nibboli) :- Agar sir mein juen pad gayi ho toh nibboli ka ras lagana chahiye. Isse sir (head) ki juen bahar nikal jaegi.

3. दांतों के लिए (For Teeth) :- Neem ki daatum danton ke liye bahut labhdayak hoti hai. Neem ki datun gums aur payariya ki roktham mein bahut kargar hai.

4. शूगर के स्तर को नियंत्रित रखने में (controlling the level of sugar) :- Neem ki pattiya bahut labhdayak hoti hai. Yah sugar ke level ko control karti hai. Neem ke patte insulin ki tarah kaam karte hai.

5. मुंहासों को दूर (acne) :- Neem ke pattiyon ka paste bna kar ise chehare par lagayen. Appko munhason se nijat milegi.

6. नीम का तेल (Neem oil) :- Neem ka tel khaaj, khujalee, egzima kee pareshani ko door karne mein bhi bahut faydemand hota hai. Neem ka tel skin ke aur bhi rogon ko door karata hai.


neem ke fayde, neem ke nuksan, neem tree in hindi, neem ke fayde in hindi, benefits of neem in hindi, neem ke fayde hindi me, neem ki patti ke fayde, neem ke benefits in hindi, neem tree benefits in hindi

Comments

  1. प्राचीन काल से ही एक ओषधीय पेड़ है

    ReplyDelete

Post a Comment

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे