जाने क्या है साइलेंट हार्ट अटैक
Jaane silent heart attack kya hota hai.
Silent heart attack in hindi : - Aajkal ki lifestyle or tension bhari life me na jaane kitni bimari hamare sharir ko gher leti hai or jab tak Hume inke baare me pta chlta hai tab tak bhut der ho chuki hoti hai. Almost 45% logo ko dil ke attack chupchap pad jaate hai, aise marijo ko haalat ka pta bhi ni chlta, lekin yah behad khatarnaak hota hai. Jaruri ni ki is attack main sine main dard, thand or pasina aana ya saas ki taqleef ho, marij ko is baare main tab pata chlta hai jab wah iski janch karwaate hai.
1. Thkaan
2. Sharirik kamjor hona
3. Umar se Jude dard
4. Gale or chati main dard hona jisko log hamesha gesture or apch smjh lete ho jo unke liye hanikaarak sabit hota hai.
Silent heart attack ke kaaran or reasons in hindi : -
1. Diabetes
2. Blood pressure high or low hona
3. Tension
4. Akelepan ka ahsaas rahna
5. Kuch na kuch sochne se dimag pr gahra asar hota hai.
Sawdhania : -
1. Samay samay par apne sharir ki niyamit janch karwaaye.
2. Men or women dono ko is tarah ke attack ho sakte hai.
3. Jayadatar silent heart attack mahilao ko jayada hota hai, kyoki ghar or kaamo ke beech wood khud ko akela mahsus karti hai.
4. Is attack se bachne ke liye apne man ki saari baate sathi se share karni cahiye.
5. Kisi bhi kaam ko jayada dil se laga kar na kare.
6. life ko sirf kaam ke liye nahi balki family ke sath kuch happy moment bhi jeeye taaki aapke dil or Dimag dono tension free ho sake.
Silent hear attack ko jaane ke liye ekmatar janch hoti hai :-
1. Electrocardiogram
2. Ecocardiogram

Silent heart attack ke symptoms or lakshan : -

Comments
Post a Comment