चौलाई खाने के फायदे, लाभ, नुकसान और घरेलु नुस्खे
Chaulai paudhon ki ek jaati hai. Jinake pushp parpal aur laal hote hain. Chaulai Vitamin C se bharpoor hoti hai. Isamen bahut aushadhi wale gun hote hain. Yah halakī, śītal, rukṣa, rucikāraka, agnidīpaka aur pitta, kapha, raktavikar ko dur karane wali hai.
Chaulai ki 2 kismen hoti hain. लाल (Red) aur हरी (Green). लाल (Laal) Chaulai jyada gunkari hoti hai. Chaulaei ki sabji ka niyamit sevan karane se vaat, rakt va tvacha vikaar door hote hain. Pet aur kabj ke liye chaulai bahut uttam maani jaati hai. Chaulai mein calcium, phosphorus, iron, Vitamins 'A' and 'C' hota hai.
1. Chaulai ka ras shahad ke saath milakar subah-sham pine se raktapitt mein laabh hota hai.
2. Peshaab ki Jalan mein laabh hota hai.
3. Khujali aur Garmi dur hoti hai.
4. Chaulai ki Sabji khane se munh (मुंह) ke chhaale theek ho jaate hai.
5. Chaulai ki Sabji khane se kabj nahi hoti hai.
6. Chaulai ke Patte ka ras pine se piliya (Jaundice) rog mein labh hota hai.
7. Chaulai ke Patte ka ras pine se high blood pressure mein labh hota hai.
Chaulai ki 2 kismen hoti hain. लाल (Red) aur हरी (Green). लाल (Laal) Chaulai jyada gunkari hoti hai. Chaulaei ki sabji ka niyamit sevan karane se vaat, rakt va tvacha vikaar door hote hain. Pet aur kabj ke liye chaulai bahut uttam maani jaati hai. Chaulai mein calcium, phosphorus, iron, Vitamins 'A' and 'C' hota hai.
चौलाई खाने के फायदे, लाभ - Chaulai ke Fayde :-
2. Peshaab ki Jalan mein laabh hota hai.
3. Khujali aur Garmi dur hoti hai.
4. Chaulai ki Sabji khane se munh (मुंह) ke chhaale theek ho jaate hai.
5. Chaulai ki Sabji khane se kabj nahi hoti hai.
6. Chaulai ke Patte ka ras pine se piliya (Jaundice) rog mein labh hota hai.
7. Chaulai ke Patte ka ras pine se high blood pressure mein labh hota hai.
8. Pet ke Rogon mein aaraam milata hai.
चौलाई के कमाल के घरेलु नुस्खे - Amaranth Health Benefits :-
2. दमा का घरेलू इलाज (Asthma ka ilaj) :- Asthma ke rogi ko ko saans lene mein problem hoti hai. Unhe Chaulai ke patte ka taaja ras nikaal kar shahad milakar roj pine se purane dame mein bhi laabh hota hai. Chaulai ki Sabji khane se bahut laabh milata hai.
3. हाई ब्लड प्रेशर का इलाज (high blood pressure ka desi ilaj) :- High Blood Pressure ke rogiyon ke liye chaulai bahut faydemand hai. Unko chaulai ki sabji ka seven roj karna chahiye. Ye blood circulation ko control mein rakhta hai.
4. चौलाई की सब्जी से भूख (Amaranth Vegetable) :- Chaulai ki sabji bahut hi nutritious and delicious sabji hai. Iska seven karne se pet thik rehta hai aur pet ki problems bhi nhi hoti hai. Jiske karan aapki bhookh badhati hai.
5. कब्ज और बवासीर का इलाज (Constipation and Hemorrhoids) :- Kabj mein chaulai khaana acha raheta hai. Chaulai ki sabji har roj khane se kabj khatam ho hota hai. Aur kabj ke karan hi bawaseer ho jati hai. Isliye Chaulai ki Sabji khane se bawasir theek ho jati hai.
6. गठिया (जोड़ों का दर्द) - Arthritis ka ilaj :- Aaj kal jyadatar logon ko jodon ke dard ki shikaayat raheti hai. Rogi ko chlane mein problem hoti hai. Chaulai ki Sabji ka sevan karne se gathiya ke rogon mein aaram milta hai.
7. गंजेपन का इलाज (Hair Loss treatment in Hindi ) :- Chaulai ka taaja ras ek kap subah aur shaam ko pine se baalo ka jhadna band ho jata hain aur naye baal bhi aane lagate hain.
8. कैंसर का इलाज (Cancer ka ilaj) :- Chaulai ki Sabji khane se cancer ke rogi ko kafi labh hota hai.
#amaranth ke fayde in hindi, #chaulai ke fayde, #chaulai ke gun labh, #chaulai ke nuksan, #chaulai benefits in hindi, #amaranth health benefits, #amaranth leaves in hindi
Kabj mein chaulai khaana acha raheta hai.
ReplyDelete