अमरूद के फ़ायदे - औषधीय गुण - और नुकसान
Guava Benefits in Hindi : - Amrood hamare pure desh main paaya jata hai or yah har mosam main aasani se mil jaata hai, lekin sardiyon main amrood sabse acha hota hai. Amrood main vitamin- c or suger kafi matra main paaya jata hai.
1. Amrood main pectin ki matra kafi paayi jati hai, sehat ko samajhne waale amrood ka sevan har mosam main karte hai.
2. Amrood ko kisi bhi tarike se khaaya ja sakta hai, isko beejo ke sath khane se pet saaf rahta hai.
3. Amrood ko kachha bhi kha sakte hai or pakne par bhi, amrood ki chatni bhut swadisht banti hai.
4. Amrood khane ke hume bhut fayde milte hai, aajkal amrood ka istemaal paneer banane main bhi karte hai.
5. Amrood ek high energy wala fal hai, isme bhut saare vitamins or minerals paaye jaate hai.
6. Amrood main paaya jaane wala Vitamin - B hamare sharir ki koshikaon aur DNA ko behatar banane main sahayak hai.
7. Rojana amrood ka sevan karne se maspeshiyan strong banti hai or dil majboot banta hai.
8. Sardiyon main amrood khane se sardi - jhukham jaisi bimari nahi hoti.
9. Iske khane se aankho baalo or tavcha ko poshan deta hai.
10. Amrood main paaya jaane wala karotin skin jaisi bimari se sharir ko bachta hai.
11. Amrood khane se kabaz ki shikayat nahi hoti.
12. Munh main Chale hone par amrood ki pattiyan khane se aaram milta hai.
13. Isse cholesterol ki matra control mein rahti hai.
14. Amrood main anek bimariyon se ladne ki takat hoti hai.
अमरूद के पत्ते के फायदे, अमरूद के फायदे, अमरुद के फायदे, guava benefits in hindi, Amrood ke fayde, अमरूद के नुकसान
अमरूद के फ़ायदे - Amrood Ke Gun Laabh Aur Fayde : -

Comments
Post a Comment