आँखों की देखभाल कैसे करे - Eye Care Tips in Hindi
Eye care tips in hindi :- Insaan ki aankhe manav sharir ka sabse adhik attractive part hota hai. amare sharir main iska mahattav tab tak hai jab tak aapki aankho ki roshni sahi salamat hai. Aankho ki dekhbhal karna uatna hi jaruri hai jitna sharir ke dusre bhago ki, agar aap inke sath laaparwahi karenge to aankhe do se char hone main samay nahi lagega matlab aapki aankho par cashme ka frame lga hoga.
1. Bahar se ghumte kar ghar pahuchne par aankho ko saaf paani se doyen, fir saaf naram towel se ya saaf kapde se paani ko ponche .
2. Vitamin - A aankho ke liye parmukh vitamin hota hai, jiski regular sevan jaruri hota hai. Butter, salad, paneer, doodh, or gajar ke rash main paaya jata hai, ye saari chije susat or thaki aankho ke liye fayademand hoti hai.
3. Agar aapki aankhe laao ho or sujan aa jaaye or palako ke niche baalu jaisi kirkiri hone lge to yah vitamin - 12 ki kami se hota hai, vitamin-12 pattedar hari sabjiyan, doodh or khmeer, ande,or fish main paaya jata hai.
4. Baar baar khujali hone par doctor se check jarur karwaaye.
5. Hafte main 2 - 3 baar raat ko sone se pehle gulab jal daale jisse aankhe saaf bhi ho jaayenge or need bhi ache se aayegi.
6. Gande hatho ko aankho par na lagayen.
7. Baar baar aankho ko na khujalaaye.
8. Rojana aankho ka vyayam kare.
9. Computer par lagataar kaam na kare.
10. Aankho main dhool mitti ke girne se aankho ko ache se dhoye.
#eye care tips in hindi, #eye care in hindi, #eye problems, #aankhon ki dekhbhal
आँखों की देखभाल कैसे करे - Eye Care Tips in Hindi : -

Comments
Post a Comment