तुलसी के फायदे, गुण, लाभ और नुकसान
Hindi dharm mein tulsis ke paudhe ko pavitar mana jata hai uski puja ki jati hai. Hindu family mein tulsi ka dharmik mahatva bhi hai. Yeh paudha sharir ki immunity badhata hai aur bacteria, viral infections se bachata hai.
Ghar mein tulsi ka paudha lagane se negative energy bhi dur rahti hai aur ghar mein pavitar hawa rahti hai.
Ghar mein tulsi ka paudha lagana shubah hota hai. Doodh (milk) mein tulsi ke patte milakar roj pine se bahut si bimariyon se mukti mil jati hai.
1. तनाव दूर रहता है (Stress) :- Ghar mein tulsi ka paudha lagane se ghar mein postive energy rahti hai. Aur tanav bhi dur rahta hai.
2. दस्त से छुटकारा (Diarrhea) :- Agar aap dast se pareshan hai toh tulsi ke patton ko jire ke sath milkar pis le. Aur din mein usse 4 - 5 bar chaate. Jisse dast bilkul band ho jayenge.
3. खांसी - जुकाम में लाभ (cough and cold ) :- Agar aapko khansi aur jukam hai toh tulsi ke patte, adrak aur kali mirch daal kar chaaye (tea) banayen. Tea pine se aapko turant labh hoga.
4. सिरदर्द की शिकायत (Headache) :- Agar aapko sirdard rahta hai toh doodh(milk) mein tulsi ke patte daal kar roj piyen. Appko sirdard mein kafi aaram hoga.
5. मच्छरों को दूर भगाता है (mosquito breeding) :- Tulsi ka paudha machchar ko dur bhagata hai. Tulsi ka paudha ek aushadhi hai. Isliye tulsi ka paudha ghar mein jaruar lagana chahiyen.
6. स्वाइन फ्लू से निजात (swine flu) :- Tulsi ka seven karne se bahut se bimarion se nijat milti hai. Tulsi ka sevan karne se sharir ki immune system strong hota hai. Jisse swine flu se bacha ja sakta hai.
1. Tulsi ka sevan garbahwati mahilo ko nahi karna chahiye.
2. Tulsi ka jayda sevan karne se blood patla ho jata hai.
तुलसी के फायदे, basil in hindi, tulsi ke fayde, tulsi benefits in hindi, tulsi ke nuksan, tulsi ke fayde in hindi, tulsi ke upyog in hindi, tulsi ke upay, tulsi information in hindi, tulsi ke labh
Ghar mein tulsi ka paudha lagane se negative energy bhi dur rahti hai aur ghar mein pavitar hawa rahti hai.
Ghar mein tulsi ka paudha lagana shubah hota hai. Doodh (milk) mein tulsi ke patte milakar roj pine se bahut si bimariyon se mukti mil jati hai.
तुलसी के फायदे, गुण, लाभ - Basil Benefits in Hindi :-
1. तनाव दूर रहता है (Stress) :- Ghar mein tulsi ka paudha lagane se ghar mein postive energy rahti hai. Aur tanav bhi dur rahta hai.
2. दस्त से छुटकारा (Diarrhea) :- Agar aap dast se pareshan hai toh tulsi ke patton ko jire ke sath milkar pis le. Aur din mein usse 4 - 5 bar chaate. Jisse dast bilkul band ho jayenge.
3. खांसी - जुकाम में लाभ (cough and cold ) :- Agar aapko khansi aur jukam hai toh tulsi ke patte, adrak aur kali mirch daal kar chaaye (tea) banayen. Tea pine se aapko turant labh hoga.
4. सिरदर्द की शिकायत (Headache) :- Agar aapko sirdard rahta hai toh doodh(milk) mein tulsi ke patte daal kar roj piyen. Appko sirdard mein kafi aaram hoga.
5. मच्छरों को दूर भगाता है (mosquito breeding) :- Tulsi ka paudha machchar ko dur bhagata hai. Tulsi ka paudha ek aushadhi hai. Isliye tulsi ka paudha ghar mein jaruar lagana chahiyen.
6. स्वाइन फ्लू से निजात (swine flu) :- Tulsi ka seven karne se bahut se bimarion se nijat milti hai. Tulsi ka sevan karne se sharir ki immune system strong hota hai. Jisse swine flu se bacha ja sakta hai.
तुलसी के नुकसान - Side Effects in Hindi :-
2. Tulsi ka jayda sevan karne se blood patla ho jata hai.
तुलसी के फायदे, basil in hindi, tulsi ke fayde, tulsi benefits in hindi, tulsi ke nuksan, tulsi ke fayde in hindi, tulsi ke upyog in hindi, tulsi ke upay, tulsi information in hindi, tulsi ke labh
Comments
Post a Comment