जीरा खाने के फायदे और नुकसान - औषधीय गुण

Jeera (cumin) ek gharelu aushadhi hai. Jira ka istmaal india mein vyanjanon mein masaalae ke rupe mein kiya jata hai. Cumin (Jeera) mein antioxidatnts, anti-inflammatory gun paye jate hai. Aur isme calcium, vitamins, zinc, potassium poshak tatav hote hai.

Jeera mein Vitamin E, A, C and B-complex bhi hote hai. Jeere ki kushbu aur swad dono hi lajwab hote hai. Iska istemaal vajan kam karne mein bhi kiya jata hai.



जीरा खाने के फायदे, औषधीय गुण - Cumin Benefits in Hindi :-


1. सर्दी (Cold) :- Agar aapko cold hua hai toh jeere ke ko bhun kar potali bana le. aur isse sunghate rhe. Isse sardi mein kafi aarm milega.

2. वजन कम करना (Reduce Weight) :- Vajan kam karne ke liye log pta nhi kya - kya krte hai. Yah sharir se fat aur cholesterol kam karta hai. 1 - 2 chamach jeere ko pani mein bhigo de aur subah ubaal le. Aur isse subah khali pet piyen. Esa aap lagaatar 10 -15 dino tak kare, aapka vajan kam ho jayega.

3. कब्ज (Constipation Problem) :-  Agar aapko kabj hai toh aapko ek gilas chhachh (buttermilk) mein kala namak aur bhuna hua jeera mila kar pina chahiye.

4. ब्लड सर्कुलेशन (Blood Circulation) :- Jeere ke pani blood circulation ko thik rakta hai. Aur sharir ko healthy rakhta hai.




5. एसिडिटी (acidity) :- Agar aap acidity se pareshan hai toh ek chutki (pinch) jeere ko pani ke sath khane se acidity ki problem dur hoti hai.

6. यादाश्त बढ़ाने में भी फायदेमंद :- Rojana half chamach jeere khane se yaadasht badhti hai. Isme anti - oxidant hota hai jo yaadasht tej karne mein madad karta hai.


जीरा खाने के नुकसान - Cumin Side Effects in Hindi :-

Jeera garbhavati mahilao (pregnant women) ko nhi khana chahiye aur jisko diabetes usko bhi jeere ka saven nahi karna chahiye.


cumin in hindi, cumin seeds in hindi, jeera khane ke fayde, jeera ke fayde nuksan, jeera ke fayde in hindi, jeera benefits in hindi, jira ke fayde hindi, jeera ke fayde hindi me, cumin powder in hindi.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे