लौकी खाने के फायदे, औषधीय गुण और नुकसान
Lauki jise ghiya bhi kahte hai aur english mein ise Bottle Gourd kahte hai. Par kuch log lauki ko khana pasand nhi karte hai. bacche to ghiya(lauki) ke naam se nafrat karte hai. Lekin kya aap jante hai lauki bahut gunkari hai. Lauki ka taste fika hota hai.
Lauki mein folate,-vitamin C,Vitamin B-1, B-2, B-3, B-5 and B-6, Calcium, iron, Zink, Potassium, Magnicium hote hai.
1. वजन कम करे (Loose Weight in Hindi) :- Agar aapko jaldi se vajan kam karna hai toh lauki ka sevan karna chahiye. lauki mein 96% pani hota hai. Lauki mein fibar ki matra bahut jayda hoti hai. Jisse pet bhara bhara rahta hai.
2. पाचन शक्ति :- Lauki ka sevan karne se pachan shakti majbut hoti hai. Jisse pet ki problems gas aur kabj se nijat milti hai.
3. बालों को सुंदर, मुलायम (Hair Care Tips) :- Lauki ka juice rojana pine se aapke baal safad nhi honge aur aapke baal sundar, komal, ghane honge.
4. दमकती त्वचा (Skin Problems) :- Lauki ka juice roj pine se aapki skin problem dur hoti hai. Lauki ka juice badti age ke asar ko kam kar deta hai. Yeh aapko keel - muhase se mukati dilata hai.
5. कब्ज (Kabj ki Problems) :- Agar aapko kabj aur gas ki problem hai toh aapko roj subah ek glass juice pina chahiye.
6. कॉलेस्ट्रोल नियंत्रित (Cholesterol Control) :- Lauki ka juice aapke cholesterol ko control me rakta hai. isme pani ki matra adhik hoti hai.
Lauki khane ke fayde hai toh nuksan bhi hai. Agar lauki kadwai ho toh nhi khani chahiye aur agar aap lauki ka juice bna rhe ho toh lauki ko phle check kar lena chaihye.
#lauki ke fayde in hindi, #lauki ke nuksan, #bottle gourd benefits in hindi, #bottle gourd side effects, #lauki ka juice ke fayde in hindi, #ghiya ke fayde, #bottle gourd juice benefits
Lauki mein folate,-vitamin C,Vitamin B-1, B-2, B-3, B-5 and B-6, Calcium, iron, Zink, Potassium, Magnicium hote hai.
लौकी खाने के फायदे, औषधीय गुण (Bottle Gourd Benefits in Hindi) :-
1. वजन कम करे (Loose Weight in Hindi) :- Agar aapko jaldi se vajan kam karna hai toh lauki ka sevan karna chahiye. lauki mein 96% pani hota hai. Lauki mein fibar ki matra bahut jayda hoti hai. Jisse pet bhara bhara rahta hai.
2. पाचन शक्ति :- Lauki ka sevan karne se pachan shakti majbut hoti hai. Jisse pet ki problems gas aur kabj se nijat milti hai.
3. बालों को सुंदर, मुलायम (Hair Care Tips) :- Lauki ka juice rojana pine se aapke baal safad nhi honge aur aapke baal sundar, komal, ghane honge.
4. दमकती त्वचा (Skin Problems) :- Lauki ka juice roj pine se aapki skin problem dur hoti hai. Lauki ka juice badti age ke asar ko kam kar deta hai. Yeh aapko keel - muhase se mukati dilata hai.
5. कब्ज (Kabj ki Problems) :- Agar aapko kabj aur gas ki problem hai toh aapko roj subah ek glass juice pina chahiye.
6. कॉलेस्ट्रोल नियंत्रित (Cholesterol Control) :- Lauki ka juice aapke cholesterol ko control me rakta hai. isme pani ki matra adhik hoti hai.
लौकी खाने के नुकसान (Side Effects of Bottle Gourd in Hindi) :-
#lauki ke fayde in hindi, #lauki ke nuksan, #bottle gourd benefits in hindi, #bottle gourd side effects, #lauki ka juice ke fayde in hindi, #ghiya ke fayde, #bottle gourd juice benefits
Comments
Post a Comment