धनिया खाने के फायदे, लाभ और नुकसान
Dhaniya bhojan ka swaad aur khushbu badhata hai. Yah sehat ke liye bahut faydemand hai. Hara Dhaniya bhut hi aasani se mil jata hai. Hara Dhaniya bahut guno se bharpur hota hai. Iski chatni bhi banayi jati hai.
1. सुगर को कंट्रोल करने की क्षमता (Sugar Control) :- Dhaniya blood sugar ko control karta hai aur insulin ki matra ko badhata hai.
2. आंखों की रोशनी (Eye Sight) :- Hare Dhaniye mein Vitamin E hota mein. Jo aankhon ke liye bahut aavashyak hota hai. Hare Dhaniye ka sevan karne se aankhon ki roshani badhane lagati hai.
3. लीवर प्रॉबल्म (Liver Problem) :- Hara Dhaniya (Green coriander) Liver Problem ko thik karta hai aur pachan sakti ko majbut karta hai.
4. धनिया की पत्तियां झुर्रियों को (Coriander leaves for Skin) :- Dhaniya kipattiyan, jhuriyon(wrinkles) ko dur karti hai. Isme anti-oxidant Hota hai.
5. किडनी संबंधी रोग (Kidney Disease) :- Hara dhaniya blood mein insulin ki maatra santulit karata hai. Hara Dhaniya kidney sambandhi rogon ko kam karata hai.
#hara dhaniya ke fayde, #dhaniya ke nuksan, #dhaniya ke gun, #dhaniya ke labh, #coriander benefits in hindi, #coriander ke fayde
Dhaniya mein proteins, fats, fibers, carbohydrate, mineral, calcium, phosphorus, iron, carotene, thiamine, potassium and vitamin C hota hai.
धनिया खाने के फायदे, लाभ - Coriander Benefits in Hindi :-
2. आंखों की रोशनी (Eye Sight) :- Hare Dhaniye mein Vitamin E hota mein. Jo aankhon ke liye bahut aavashyak hota hai. Hare Dhaniye ka sevan karne se aankhon ki roshani badhane lagati hai.
3. लीवर प्रॉबल्म (Liver Problem) :- Hara Dhaniya (Green coriander) Liver Problem ko thik karta hai aur pachan sakti ko majbut karta hai.
4. धनिया की पत्तियां झुर्रियों को (Coriander leaves for Skin) :- Dhaniya kipattiyan, jhuriyon(wrinkles) ko dur karti hai. Isme anti-oxidant Hota hai.
5. किडनी संबंधी रोग (Kidney Disease) :- Hara dhaniya blood mein insulin ki maatra santulit karata hai. Hara Dhaniya kidney sambandhi rogon ko kam karata hai.
धनिया खाने के नुकसान - Coriander Side Effects in Hindi :-
Kisi ka bhi adhik sevan sehat ke liye nuksan bhi karta hai. Dhaniya ka adhik sevan karne se women ka masik dharm (Menstrual) band ho jata hai.
#hara dhaniya ke fayde, #dhaniya ke nuksan, #dhaniya ke gun, #dhaniya ke labh, #coriander benefits in hindi, #coriander ke fayde
Comments
Post a Comment