मक्का (Corn) खाने के फायदे, लाभ और नुकसान
Makka (Corn) health ke liye bahut labhdayak hai. Corn ko sabhi log pasand karte hai. Makka ko nashte mein, lunch, dinner aur snacks ke me khaya jata hai.
Makka (Corn) ka istmaal aata, soup, snacks ke rupe me hota hai. Corn mein Vitamin A, B and E bharpur matra mein hota hai. Makka mein sharir ke poshan ke liye jarori sabhi tarah ke minarals hote hain.
1. आंखों के लिए फायदेमंद (Eye Sight):- Makka mein Vitamin A and E hota hai. Jiski aankhe kamjor hoti hai toh unhe corn ka sevan karna chahiye. Yeh Aankho ki problems dur karta hai.
2. पाचन क्रिया (Digestion System) :- Makka pachan kriya ko thik rakhta hai. Makka mein fibers ki achi matra hoti hai. Makka khane se pet ki gas aur kabj ki problem nahi hoti hai.
3. हड्डियां होती हैं मजबूत (Strong Bones) :- Makka mein zinc, phosphorus, magnesium and iron hota hai. Jo hamare sharir ke kiye bahut faydemand hai. Aur iron sharir ki haddiyon ko majbut karta hai.
4. कोलेस्ट्रॉल करे कम (Cholesterol Control) :- Makka mein Vitamin C, biofalvinoid, carotenoids, and fiber hote hai. Jo cholesterol ko kam karta hai aur heart ko healthy rakhne me help karta hai.
5. खून की कमी को दूर करता है (Removes the lack of blood) :- Makka mein iron ki matra ki bahut jayda hoti hai. Jisse red blood cells teji se bante hai. Aur blood ki kami dur hoti hai.
Makka ka jayda sevan bhi nuksandayak ho skta hai. Jin logo ka vajan jayda hai unhe makka nhi
khana chaiye. Makka khane se weight badhta hai.
#health benefits of corn, #corn ke fayde, #corn ke nuksan, #makka khane ke fayde, #makka khane ke fayde, #makka khane ke nuksan, #makka ke gun labh, #corn ke side effects in hindi
Makka (Corn) ka istmaal aata, soup, snacks ke rupe me hota hai. Corn mein Vitamin A, B and E bharpur matra mein hota hai. Makka mein sharir ke poshan ke liye jarori sabhi tarah ke minarals hote hain.
मक्का खाने के फायदे, लाभ - Corn Benefits in Hindi :-
2. पाचन क्रिया (Digestion System) :- Makka pachan kriya ko thik rakhta hai. Makka mein fibers ki achi matra hoti hai. Makka khane se pet ki gas aur kabj ki problem nahi hoti hai.
3. हड्डियां होती हैं मजबूत (Strong Bones) :- Makka mein zinc, phosphorus, magnesium and iron hota hai. Jo hamare sharir ke kiye bahut faydemand hai. Aur iron sharir ki haddiyon ko majbut karta hai.
4. कोलेस्ट्रॉल करे कम (Cholesterol Control) :- Makka mein Vitamin C, biofalvinoid, carotenoids, and fiber hote hai. Jo cholesterol ko kam karta hai aur heart ko healthy rakhne me help karta hai.
5. खून की कमी को दूर करता है (Removes the lack of blood) :- Makka mein iron ki matra ki bahut jayda hoti hai. Jisse red blood cells teji se bante hai. Aur blood ki kami dur hoti hai.
मक्का खाने के नुकसान - Corn ke Side Effects in Hindi :-
khana chaiye. Makka khane se weight badhta hai.
#health benefits of corn, #corn ke fayde, #corn ke nuksan, #makka khane ke fayde, #makka khane ke fayde, #makka khane ke nuksan, #makka ke gun labh, #corn ke side effects in hindi
Comments
Post a Comment