चुकंदर के फायदे, गुण, लाभ और नुकसान
Chukandar ka sevan jaydatar salad ke rupe mein ya juice bnakar hota hai. Iska rang(color) laal(red) hota hai. Chukandar yani Beetroot ke bahut saare fayde aur labh hai. Chukandar mein bahut saare gun hote hai jo shayde aap nhi jante honge.
1. एनीमिया का उपचार (Anemia ka ilaj) :- Chukandar mein iron ki matra bahut jyada hoti hai. Yeh laal rakt koshikaon (Red Blood Cells) ko sakriye kar unko punahe rchna (पुर्नरचना) krata hai. Isliye chukander anemia ke rogi ke liye bahut labhdayak hai.
2. Dandruff ka ilaj (रुसी) :- Chukandar (Beetroot) ke ras mein thoda siraka mila le aur phie esse sir mein masaaj kare aur. Phir 1-2 ghante baad baalo ko dhole. Yeh karne se rusi aapke baalo mein nhi rahegi.
3. कैंसर रोधी तत्व (Cancer Anti-Agents) :- Chukandar ke juice mein anti - cancer tatv hote hai. Jo cancer se hamre shrir ka bachav karte hai.
4. कब्ज़ से छुटकारा (Kabj se Nijat) :- Chukandar mein fibar ki matra bharpur hoti hai. Jo pet ke liye kafi faydemand hota hai. Chukandar khanse se ya chukandar ka juice pine se pet mein mojud toxins bahar nikal jate hai. Jisse pet saaf rahta hai aur kabj ki problem nahi hoti hai.
5. कोलेस्ट्रॉल कंट्रोल (Cholesterol) :- Chukandar ke juice mein shahad (honey) milakar pine cholesterol control mein rahta hai. Jiise aap heart ki bimari se bache rahte hai.
6. पाचन शक्ति (Digestion System) :- Chukandar ka juice pachan system ko majbut karta hai. Chukandar ka juice jaundice, vomiting, hepatitis mein bahut labhdayak hota hai.
Agar app rojana chukandar(beetroot) ka juice pite hai toh yah aapke liye nuksaandayak ho sakta hai. Hum aapko yaha bta rhe hai ki jayda chukandar khane se kya nuksan hote hai.
1. Jayda chukandar ka juice pine se sharir(body) mein sugar ki matra badh jati hai.
2. Jayda chukandar ka sevan karne se kidni stone bhi ho sakti hai.
3. Jayda chukandar khane se sharir mein calcium ki kami ho jati hai.
#chukandar ke fayde gun nuksan, #beetroot ke fayde, #chukandar benefits, #beetroot ke fayde in hindi, #uses of beetroot, #what is beetroot, #chukandar juice ke fayde, #beetroot side effects
चुकंदर के फायदे, गुण, लाभ (Beetroot Benefits, Uses in Hindi) :-

Beetroot ke Nuksan (Side Effects) - चुकंदर खाने के नुकसान :-
Agar app rojana chukandar(beetroot) ka juice pite hai toh yah aapke liye nuksaandayak ho sakta hai. Hum aapko yaha bta rhe hai ki jayda chukandar khane se kya nuksan hote hai.
1. Jayda chukandar ka juice pine se sharir(body) mein sugar ki matra badh jati hai.
2. Jayda chukandar ka sevan karne se kidni stone bhi ho sakti hai.
3. Jayda chukandar khane se sharir mein calcium ki kami ho jati hai.
#chukandar ke fayde gun nuksan, #beetroot ke fayde, #chukandar benefits, #beetroot ke fayde in hindi, #uses of beetroot, #what is beetroot, #chukandar juice ke fayde, #beetroot side effects
Comments
Post a Comment