गेहूँ के जवारे (व्हीट ग्रास) के फायदे और नुकसान

Ghehu ke jaware jise hum aamtor pe bolchal ki bhasha mei wheat grass bhi bolte hai. Prachin kaal se ho wheat grass ka bhut hi mahtvpurn esthan raha hai ayurvedic mei. Jab ghehu (wheat) ko boya jata hai, to kuch dino mei ankurit hoke badhane lagta hai or jab pattiya nikal aati hai use hi jwara kaha jata hai.

Ayurvedic mei ise cancer, motapa, asthama jesi bimariyo se ladne ke liye upyog kiya jata raha hai. Aaiye dekhte hai or kya kya hai wheatgrass ke labh or wheatgrass ke nuksan.




Health Benefits of Wheat Grass - गेहूँ के जवारे (व्हीट ग्रास) के फायदे :-


1. Wheatgrass blood pressure ko control karta hai. Iska kaam hota hai RBC (Red blood cells) ko badhana jisse blood ressure control mei rahta hai or dil ki bimariyo ki aasnka kam ho jati hai.

2. Kai research studies me ye paya gya hai ki wheatgrass motapa ghatane mei bahut sahayak hai kyuki isme fiber ki matra bharpur hoti hai jo aksar motapa katne mei madad karta hai.

3. Wheatgrass mei kai khanij hote hai jo dast, kabji jesi aam samsyao se chutkara dilwati hai. Isliye wheatgrass ko pet saaf krne mei bahut hi aham mana jata hai.

4. Wheatgrass cancer mei bhi bahut madad pradan karta hai, isme vo gun mojud hai jo vikirno se bachane mei madad karte hai.

5. Bawasir ka solution bhi kaha jata hai wheatgrass. Isme mojud fiber, vitamin and minerals jo bawasir mei bahut kargaar sabit hote hai.

6. Aankho ki surksha ke liye bhi wheatgrass bahut labhdayak hai. Iski niymit khurak aankho ko roshni pahuchane ka kaam karta hai.

7. Ye mahilao or purusho dono mei hi bacche peda karne ki shamta ko badhata hai. Matalb ye sex life ko protection bhi deta hai. Isliye wheatgrass ko bahut sahi mana gya hai.

Ye to the kuch amuly wheat grass ke fayde ab nazar daalte hai wheatgrass ke nuksan pe.


गेहूँ के जवारे (व्हीट ग्रास) के नुकसान - Wheatgrass Ke Nuksan (Side Effects) :-






Ayurvedic chiz hone ke karaan wheatgrass ke nuksan kuch jyada to nhi hai iske bawjud kuch cases mei allergy jesi smsyae ho skti hai. Jese ki gle mei sujan aa gyi etc. is condition mei turant doctors se salah le. 

Gware ka adhik sewan karni ki dasa mei aapko ulti dast jesi problems bhi ho skti hai. Isliye dhire dhire or kam kam hi use kare.

#wheat grass ke fayde, #wheatgrass ke labh, #wheatgrass ke nuksan, #gehu ke jaware ke fayde, wheatgrass ke side effects, #gehu ke jaware ke nuksan, #wheatgrass health benefits in hindi.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे