बच्चो को स्तनपान की आदत से छुटकारा कैसे दिलाए
बच्चो को स्तनपान की आदत से छुटकारा कैसे दिलाए : How To Stop Breast feeding Of Beby
Stanpaan kaise chudaye in hindi : - Maa ka doodh bachhe ke sharirik or manshik vikash ke liye jaruri hota hai, yah bachhe ko anek bimariyo se ladne ki takat deta hai. Bache ko kam se kam 6 month tak jarur dood pilaye ya stanpan karaye,
Isse bache ki pachan shakti majboot hoti hai. Agar aap job karti hai ya kisi dusri wajah se aap breastfeeding rokna chahti hai to dheere dheere koshish kare, achanak stanpan rokna sirf bache ke liye hi nahi balki aapke liye bhi nukshandayak ho sakta hai.
Stanpaan ki aadat se chtkara dilane ke liye kam se kam 6 month to lag hi jaayenge, aaiye hum aapko batate hai ki kaise bachho
ki breastfeeding roke?
1. Sabse jaruri baat to ki janam se kam se kam 6 month tak bachhe ko apna doodh pilana bahut jaruri hota hai.
2. Stanpaan ko achanak nahi band karna cahiye, isse aapke or bache ke sharir par bura effect padega.
3. Suru shur main apne bachhe ko bharpet doodh pilane ke thodi der baad kuch aise khane ko de jisse usko bhuk khatm ho or pet bhara rahe.
4. Next level main agar aapka bacha dusri chijo main interest leta hai ya unko khana pasand karta hai to uski matra bada de.
5. Ek baat jarur dhyan de breastfeeding band karne ke liye bachhe ko force na kare.
6. Agar aapka bacha dusri chije khane laga hai or fir stanpan ke liye bolta hai to aap thodi der main kahkar taal sakti hai or usko kuch khane ko de, isse wah is baat ko bhul jaayega or dheere dheere
stanpan band kar dega.
7. Agar aap ghar par hi rahti hai kanhi nahi jaati to aap jab tak bache ko stanpan karaye jab tak bacha chahe.
8. Agar aapka bacha 3 ya 4 saal ka hai or stanpan kar raha hai to aap kah sakti hai ki beta ab doodh mummy ka doodh nahi pina cahiye isse daant kharab ho jaate hai, bacha smajh jaayega.
9. Kuch jayada hi majboori ho to hi stanpan ko roke nahi to bache ke liye maa ka doodh sabse acha hota hai.
10. Bchhe ki dusri jarurato ki tarah dyan de kyonki yah rista imotionally juda hota hai, bacha ekdum stanpan nahi chod sakta.

बच्चो को स्तनपान से रोकने के सबसे आसान उपाय : Bacho ka Stanpan Se chutkara

Comments
Post a Comment