नारियल पानी के फायदे, गुण एवं नुकसान

Nariyal jise coconut bhi kaha jata hai, ek esa pey padarth hai jisse lagbhag sabhi umar ke log vafik hai. Pine mein swad ke sath sath iska sevan sehat ke liye bahut labhdayak hai. Aaiye jante hai nariyal pani pine ke fayde or nariyal pani ke nuksan.





नारियल पानी के फायदे - Nariyal Pani ke Fayde :-


1. Body mein pani ki kami ko pura karta hai, agar kabhi aapko dehydration ho jaye to nariyal ka pani pine se dehydration nahi hoga. Isme mojud liquid pani ki kami ko pura karta hai.

2. Nariyal ke pani mein minerals, vitamin etc hote hai jo pregnant womens ko protection dete hai. Isliye mahilao ke liye bahut labhdayak mana gaya hai.




3. Flu mein bahut kaam aata hai nariyal ka pani. Agar mausam ke badlne ya kisi viral virus ke karan aap bhi kisi flu ki chapet mei aa gye ho to nariyal ka pani aapko un roganuo se ladne mein protection pardan karega. Isliye nariyal pani ke fayde anginit hai chahe vo konsi bhi bimari ho ye aapko shurksha jyada or nuksan kam pahuchaega.

4. Kidney stone se bachane mein madad krta hai, nariyal ke pani mei maujud minerals and potassium gurde mei hone vali pathri ke khatre ko kam karte hai.

5. Isme fats ki matra bahut kam hoti hai jisse motapa nhi hota or iska sevan karne se khane ki iccha ko kam karta hai jisse aapko motapa hone ki condition mei bacha ja skta hai.

6. Dil or dimag ke liye bahut hi labhkari hai. Isme moujd inti bacterial gun dil or dimag dono ko protection dete hai, or cooling crystals ke karan aapke dimag ko bhi shanti milti hai.


Nariyal Pani ke Nuksan - नारियल पानी के नुकसान :- 





1. Allergy- har ayurvedic chiz ki tarah nariyal ke pani mei bhi allergy ho skti hai. Isliye vo log dur rhe jinnhe aamtor pe allergy hoti hai.

2. Jyada sevan krne ki conditions mei aapko jyda mutr lag skta hai.

3. Calories badhata hai, isliye kam sevan hi body ke liye upyukat hai.

4. Ye khiladiyo kr liye sahi nhi mana jata, isme sodium ki matra pani ke mukable bahut jyada hoti hai. Isliye gamers ke liye sada pani hi sahi hai.


#nariyal pani ke fayde, #nariyal pani benefits in hindi, #nariyal pani pine ke fayde, #coconut water ke fayde in hindi, #nariyal pani ke nuksan

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे