मखाने के फायदे - मखाने के लाभ - नुकसान
Makhana benefits for health / makhana jise fox nut ya fir kamal ka bij bhi kaha jata hai. Prachin kaal se hi bhartiya utshavo or parvo mei istemal hoti rahi hai. Ye eke riyal fox namak podhe se prapt kiya jata hai. Ayurved mei iska apni ek alag hi pahchan hai.
Makhane mei carbohydrate, phosphorus, iron, calcium or vasa se bharpur hoti hai. Makahne khane se kidney or pachan jesi bimariyo ko bhi thik karne mei madad karti hai. Ye lagbhag asia ke har bhag mei payi jati hai. Aaiye jante hai makhana benefits for health.
Makhane mei carbohydrate, phosphorus, iron, calcium or vasa se bharpur hoti hai. Makahne khane se kidney or pachan jesi bimariyo ko bhi thik karne mei madad karti hai. Ye lagbhag asia ke har bhag mei payi jati hai. Aaiye jante hai makhana benefits for health.
Makhana Khane Ke Fayde :-
Har ayurvedic jadi buti ki tarah makhane ke bhi bahut sare fayde hai, aapko batate hai kuch mahtvpurn or upyogi makhana khane ke fayde.
1. Blood Purifier : makhane mei antiaging gun mojud hote hai jo blood cells ko kahrab hone se bachane mei madad karta hai. Jisse blood saaf rhta hai. Jitni jyada aapki cells young rahegi nisandeh aap bhi utne hi young rahenge.
2. Kidney ki bimari se bachne ke liye : jesa ki upar bataya ye blood ko purify karta hai jisse kidney bhi saaf rahti hai or us vajah se aao kidney ki bimariyo se bach sakte ho.
3. Sex Problems : Har ayurvedic dawa kisi na kisi prakar se aapke sex life ko affect karti hai, same usi tarah makhana bhi aapki sex problems ko dur krne mei madad karti hai.
4. Masudo ko majbuti ke liye : makhana ki dily uses se masude majbut hote hai, jisse aap muh ke dard jesi taklif se bach sakte hai.
Medicinal Uses and Side-effects in Hindi :-
Har jadi buti ka medicinal uses Ayurvedic tarika sabse badiya hota hai. Ha medical science ke anusar iske kuch side effects bhi hai jisse bacha ja skta hai agar aap iska uses doctor ki salah ke anusar kar rhe ho to.
1. Allergy : Vese ayurvedic chizo ka side effects mainly allergy hi hoti hai. Vese makhana aapke body mei allergy peda kar ksta hai. Isliye doctors ki sakah ke sath hi le.
2. Rakt sharkra : madhumeh ke rogiyo ko ye lene se phle dhyan dena hoga vrna makhana apne side effects dikha skta hai, jisse blood mei srkra ki matra ko kam krta hai.
Comments
Post a Comment