खुबानी खाने के फायदे, लाभ और नुकसान - Apricot Benefits

Khubani jise apricot bhi kaha jata hai, ek bij yukt fal hai. Isme kahi tarah ke vitamins and fibers hote hai, jo health ke liye bahut faydemand hai. Khubani ke bijo ko avshay khana chaiye isse kai tarah ki binariyo ke sath sath apne sharir mei immunity system majbut banana mei madad karta hai. Aaiye jane khubani ke fayde.


खुबानी खाने के फायदे, लाभ - Apricot Benefits in Hindi :-


1. Khubani se heart decease se nijat payi ja skati hai, ye cholesterol ki matra ko control krta hai jisse manviya dil (heart) rogo se bacha ja skta hai.

2. Khubani mei protein A ki matra bahut hoti hai, jisse aankho ki bimariyo se ladne mei madad milti hai. Motiyabind vale rogiyo ke liye apricot bahut faydemand hai.

3. Jese ki upar bataya khubani fibers se bharpur hota hai, jisse apna pachan tantr thik hota hai. Apricoat pachan ke sath sath bawashir jesi bimariyo ka bhi solution hai. Kyuki khubani kide nast kar deta hai jisse in pachan vicar se nijat mil sakti hai.





4. Tavcha (Skin) ko nikharta hai.isme moujud tatv iske anti-bacterial guno ko kayam rakhte hai jisse skin nikharti hai.

5. Fever mei apricot khane se bahut rahat milti hai, isme maojud fibers and vitamins fever mei ladne mei sahayta pardan karte hai.

6. Khubani mei moujud iron, calcium, phosphorus etc aadi loh yukat khanij haddiyo ko majbut banana ka kaam karte hai. Isliye apricoat khane se bones ki lambi umar ke sath development bhi nichchit kiya ja skta hai.


Ye sab the apricot ke fayde jo akshar medicine ke douran dekhe gye hai, aaiye ab nazar daalte hai apricot ke nuksan ya fir kahe toh khubani ke nuksan par.


खुबानी खाने के नुकसान - Apricot Side Effects in Hindi :-




Vese to ayurvedic jadi buti hone ke karan iske jyda side effects hai nhi iske bawjud kuch chizo mei narmi bartna jaruri hai.

1. Low blood pressure vale logo ko apricot ka sevan nhi karna chaiye.

2. Kuch logo ko allergy jesi smasyae ho skti hai.

3. Kabhi bhi khubani ka sevan jarurat or normal matra se Jayda nhi karna chaiye. Hanikarak or janleva bhi ho skta hai. Isliye savdhani barte.

Ye sab normal khubani ke fayde or khubani ke nuksan the kisi bhi extra use ke liye doctors se salah jarur le.


#khubani ke fayde, #apricot ke fayde, #apricot ke nuksan, #khubani ke nuksan, #Apricot Benefits in Hindi, #Apricot Side Effects, #khubani ke gun, #khubani ke labh.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे