Bitter Gourd - करेले खाने के फ़ायदे ओर नुकसान

Karele ke fayde in hindi : - Karele har kisi ko pasand nahi hota parantu yah khano se bhara hota hai, Iske anek gun hote hai. Karela hare rang ka hota hai or iska taste bilkul kadwa, lekin agar pakane ka sahi tarika malum ho to karele main bilkul kadwapan nahi milega.

Iska sevan kai tarah se kiya jata hai, karele juice benefits in hindi. Karele ka upyog dawaiyo ke roop main bhi kiya jata hai. Agar iska rozana sevan kiya jaaye to sharir ki garmi khatam ho jaati hai, aaiye jaane, karele khane ke fayade in hindi, karele ke fayde or nuksan in hindi, benefits or side effect of bitter gourd in hindi.


करेले ओर करेले के जूस है होते है कितने फ़ायदे : Karele Khane Ke Fayde In  Hindi


1. मधुमेह से दिलाता है आराम ( bitter gourd benefits for diabetes ) : - Diabetes walo ke liye karele ka sevan karna ek raamban ilaj hai, Diabetes ka gharele ilaj in hindi jaane kikarele ko chote chote tukado main katkar sukha le, sukhane par in tukdo ko barik peeskar churan ban le or daily subah uthkar khali pet is churan ko 1 chamamch panni ke sath le, kuch din main hi aapki suger level kam hota dikhega, diabetes main karele ka juice bhi faydemand hota hai.

2. त्वचा सम्बंधित बीमारियाँ होती है दूर ( Karele benefits for skin in hindi ) : - Yah to sab jante hai ki karele main anek gun hote hai, koi nahi chahta ki uski skin par koi bhi daag- dhabba ho, iske liye hum aapko batate hai dadi maa ke gharelu nuskhe in hindi, karela khane se sharir main khoon saaf hota hai jisse skin ki saari problem dur ho jaati hai, chahre ke daad-dhabbe, muhanse, khaj- khujali karele ka sevan karne se jaldi theek ho jaate hai.

3. करेले का जूस लिवर के लिए है फयदेमंद ( Bitter gourd juice benefits for liver in hindi ) : - Karele main hippetic namak tatav paya jaata hai jo liver ko sucharu roop se theek rakhne ka kaam karta hai, liver theek rahta hai sharir ki anek bimariya apne aap khatam ho jaati hai.

4. करेले खाने से होता है मोटापा कम ( Karele ke fayde for weight loss in hindi ) : - Krele main antioxidants hota hai jo sharir ke vishele padartho ko bahar karta hai ya mal ke jariye nikalta hai, jisse sharir main motapa karne wale tatvo ka nash hota hai, motapa jaldi kam karne ke liye karele ke juice main aadha nimbu ka ras daal kar pina chahiye.

5. इम्यून सिस्टम बनाए मजबूत ( Bitter gourd Ke Fayde for Immune system ) : - Rozana agar karele ka sevan kiya jaaye to aapka immune system majboot banta hai or anek bimariyo se ladne ki shakti pardan karta hai, cancer jaisi bahayankar bimari se bhi lada ja sakta hai. Agar aap karele ki chay peena cahte hai to uske liye karele ke kuch tukdo ko garam paani main daal de, baad main is paani ko piye.

6. जोड़ो के दर्द मे मिले आराम ( Karele for joint pain releif ) : - Karele har bimari ka ilaj hai, iske khane se khoon saaf hote hi sharir se anek bimariya bhag jaati hai, jodo ke dard ka ilaj in hindi ke liye karele ke patto ka paste bana kar dard wali jagah par lagane se yah sara dard khtam kar deta hai, iske alawa karele ke juice ka niyamit sevan karna chahiye.

7. कोलेस्ट्रॉल को कम करने मे करेले के फ़ायदे ( Bitter gourd reduce colestrol in hindi ) : - Karele main antioxident hota hai jisse heart strok ka khtra kam hota hai, karele khane ke fayde in hindi yah sharir main colestrol kam karta hai.

8. उल्टी - दस्त से दिलाए निजात ( Karele benefits for loose motion in hindi ) : - Jinko ulati - dast jayada lag gaye hai, har tarah se koi aaram nahi mil raha hai to aajmaye ye gharelu nuskha, karele ke bijo ko peeskar, kali mirch ke churan main milakar pani ke sath lene se kuch der main hi aaram mil jaayega, karele ke patto ko khane se bhi dast ka gharelu ilaj ho jata hai.

9. खूनी बवासीर करे दूर ( Bitter gourd benefits for bawaseer in hindi ) : - Khooni bawaseer ek aisi bimari hai jo har insaan ko behad taqliff ke sath or sharminda karne wali hoti hai, iske hone se insaan kanhi bhi aaram se nahi aa - ja sakta, aaiye hum aapko batate hai saral gharelu ilaj for bawaseer in hindi, iske liye ya to karele ka juice nikal kar usme 1 chamamch chini milakar khali pet subah piye ya karele ke patto ko peeskar unka ras bankar bhi pee sakte hai, aapko kuch dino main hi aaram lagne lagega, jarur aajma kar dekhe.

10. सिरदर्द को भगाए करेले से ( Karele ke fayde for headache ) : - Karele ke patto ka lep sir par lagane se aapko sir main hone wale dard main kafi rahat milegi.

11. पेट के कीड़ों से छुटकारा ( Bitter gourd benefits for Stomach worms in hindi ) : - Karele khane ke fayde in hindi bahut hai, karele khane se pet ke kide mal ke raste bahar nikal jaate hai, iske liye karele ke juice ko chahch main milakar peena chahiye.

12. पैरो मे सूजन होने पर करेले के फ़ायदे ( Karela for feet swelling in hindi ) : - Paro main sujan hone par karele ke ras se paro ke talwe ki malish karne se pairo ki sujan kam ho jaati hai, health benefits of bitter gourd in hindi.


सिर्फ़ फायदो से नही भरा है करेला, होते है अनेक नुकसान : Side Effect Of Karele Bitter Gourd In Hindi 


1. Karele ka kam matra main sevan karna chahiye, jayda khane se sharir main garmi banti hai or adhik pyas lagti hai.

2. Diabetes ke patient ko karela adhik nahi khana chahiye hanikarak hota hai, isse blood preesure low ho jata hai.

3. Pregnancy main karele ka sevan bhulkar bhi na kare, isse garbhpat ka khtra rahta hai, karele ka ras blood ko blow karta hai.

4. Jo pati or patni bacha paida karna chahte hai unko bhi karele nahi khana chahiye, isse fertility kam ho jaati hai.

5. Karele yani bittergourd ke nuksan in hindi yah hai ki iske niyamit sewan karne se dil ki dhadkan aniymit ho jaati hai.

6. Bachho ko karela kam matra main dena cahiye, yah garam rahta hai or isse bachho ki groeth par effect padta hai.

7. karele ka jayada sevan karne se pet main dard bhi ho sakta hai.

8. Jinka pahle se hi wazan kam ho unke liye karela khane sehat ke liye acha nahi hota.

karela juice ke fayde, karela benefits, karele ke fayde in hindi, bitter gourd benefits in hindi, karele ke nuksan, करेले के फायदे.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे