कपूर के फायदे और नुकसान - कपूर के गुण

Bharat mei bahut hi purine samay se kapoor ke gun ka istemaal ek aushdhiya podhe ke rup mei hota aaya hai. Bharat or china ke log dono hi ise bada pavitra mante hai.

Ise ghar ki saaf safai ke sath puja path mei bhi use kiya jata hai. Esa mana jata hai ki ise use krne se ghar mei sukh shanti bani rajti hai. Aaiye aapko batate hai Kapoor ke gun jinse aapko fayda hoga.


कपूर के फायदे - Kapoor Ke Fayde :-


Ghar ki sampannta or sukh shanti ke alwa bhi bhotik lok mei bhi Kapoor ke labh bahut hai, aaiye rubru hote hai kuch ese hi guno se :


1. Kil Muhanso ko dur karne mei bda hi Kapoor ka use hota hai. Iska upyog krne se ye sare daag dabbe mita kar aapki tavcha ko ek nayi pehchan dega. Aksar chehre ke liye Kapoor ka tel istemaal kiya jata hai, jo market mei assani se uplabadh hai.

2. Balo (Hair) growth ke liye bahut hi sahi mana jata hai. Isme moujud tatv balo ko jhadne se bachata hai or lamba badhane mei madad krte hai.

3. Tutte hue balo ko rokne mei utna hi madadgaar hai jitna ye growth ke liye hai. Isliye hair ki protection ke liye Kapoor bahut sahi hai.

4. Ediya fatne par Kapoor ko gungune pani mei dlkar pero ko rakhne se, edi ki sari dead cells mar jati hai or nayi cells aane ki vajah se aapko kafi labh milega.

5. Infection se bachne ke liye bhi Kapoor ka bahut use hota rha hai. Jese ki pani mei jyada rahne ki vajah se pero mei safed fungus peda ho jata hai. Ese chizo se chutkare ke liye Kapoor bahut faydemand hai.

6. Agar aap maccharo se pareshan hai to roz Kapoor ki ek goli ghar ke kone mei jhala ke rakh de, maccharo se chutkara mil jaega.


Ye the kuch Kapoor ke labh, Aaiye nazar dalte hai, kapoor ke nuksan par bhi.

कपूर के नुकसान - Kapoor Ke Nuksaan :-


Kapoor ek rup se bahut jahrila hota hai isliye iska direct use krne se hamesha bachana chaiye. Na hi baccho ke sampark mei ise lana chaiye. Kabhi kbahi ye janleva bhi sabit ho skta hai.

kabhi bhi moukhik rup se lene ki koshish na kare. Isliye care kare vrna kapoor ke labh lete lete aap nukshan kar bethenge.


#कपूर के टोटके, #कपूर जलाने के लाभ, #kapoor ke fayde, #kapur ke fayde in hindi, #kapoor khane ke nuksan, #kapur benefits in hindi, #kapoor jalane ke fayde, #kapoor ke labh gun.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे