जामुन के फायदे और नुकसान - औषधीय गुण
Jamun jise english mei blackberry bhi kaha jata hai, ek mausmi fal hai. Vese to amliy parakrti ka fal hota hai iske bawjud swad mei bahut hi meetha hota hai.
Jamun mei glucose and fructose bharpur matra mei paya jata hai jo body ke liye bahut aavshayak hai.
1.Danto or masudo ke hisab se jamun bahut hi faydemand hota hai, iske bijo ko chabne se aapke masudo ki taklif du rho jayegi.
2.Jamun mei ese kai tatv paye jate hai jo cancer ke liye bahut hi kargaar hai.
3.Jamun ek esa fal hai jise bina kisi pareshani ke madhumeh ke rogi ese kha sakte hai. Jamun sugar ki matra ko control karta hai jisse diabities jese log jinhe baar bar pesab jane ki taklif se chutkara mil skata hai.
4.Agar aap preshan hai pet ki problems se to jamun ke upyog aapko fayda dilwa sakte hai. Iske liye roj jamun ka juice ka kadha bana kar pina hoga.
5.Shigrpatan or viry ko majbut banata hai. Kyuki aajkal jyadatar purush isi vicar se pareshan hote hai or jamun aapko vahi fayda dila rha hai.
6.Jamun ki guthali ka churn banakar dahi ke sath pine se pathari ka dark am ho jata hai or agar pathari hai to vo dhire dhire tut kar nikal jayegi.
7.Jamun juice ke fayde bhi vahi hai jo aapko jamun khane se milti hai parntu juice se aapko uski guthali ke gun bhi milte hai jo bahut faydemand hai.

जामुन के फायदे - औषधीय गुण :-

जामुन के नुकसान - Jamun Khane ke Nuksan :-
Jamun kahne ke fayde to hai hi par jamun khane ke nunksan bhi kam nhi hai. Dhayn rahe kabhi bhi jamun khan eke baad dhudh na piye varna aap sankat mei pad sakte ho.
Khali pet bhi jamun khana aapko bhari pad skta hi isliye savdahan rahe or dudh pilane valimahilae jamun ka istemaal na kare to hi behtar hai.
#jamun khane ke fayde, #jamun khane ke nuksan, #jamun ke upyog, #jamun juice ke fayde, #Jamun Benefits in hindi, #blackberry benefits in hindi, #blackberry ke fayde.
Comments
Post a Comment