शल्लकी के फायदे, गुण एवं नुकसान - Uses, Side Effects
Boswellia Sallaki ek bhaut hi lokpriya jadibuti ke rup mei istemaal hoti rahi hai. Ye ped bharat sahit bahut sare desho mei paya jata hai parntu har jagah iski alag alag prajatiya payi jati hai. Isse nikla hua gound ko ham bhartiya akshar mukund bhi kahte hai.
1. Loban ki khusbu mei tanav (stress) kam karne vale gun uplabdh hai. Ise sunghkar tanav kam kiya ja skta hai.
2. Cancer se ladne mei sahayak hai, Loban mei, isme vo gun moujud hai jo akshar death ko rokte hai. Isliye liver or cancer ki condtion mei bhi iska sahara bahut faydemand ho skta hai.
3. Gathiya or joints ki problems ke liye sbse acchi dawa mana jata hai boswellia shallaki ko. Isme bosovalic acid namak sujan ko kam karne wale bacteria samil h, jisse jodo or gathiya jese bimari mei protection milta hai.
4. Seer dard (headache) se rahat pane mei shayak hai. Cluster headache jo asmanya karno se hota hai uske sahit aap kisi bhi parakr ke dard se chutkara pane ke liye boswellia shallaki ka upyog kar skte ho.
Ye to the boswellia shallaki ke fayde aaiye jante hai shallaki side effects. Kin karno mei boswellia shallaki lena hanikarak sabit ho skta hai.
Vese shallaki side effects jyada to nhi hai, iske bawjud bhi kuch conditions mei isko lene ya lagane mei savdhani bartna jaruri hai.
1. Pregnant womens ke use krne par doctors se pahle direction le le, bina doctors ki salah ke aapko ye mahnga pad skta hai.
2. Boswella sallaki (Indian) ko maukhik rup se bhi liya ja sakta hai parntu dhyan rahe vo tel (oil) askli ho.
3. Bahari tavcha pe lagate samay dhyan de agar kisi parakar ki allergy ho rhi ho to sawdhan rahe.
#boswellia shallaki benefits in hindi, #boswellia shallaki ke fayde, #shallaki side effects, #boswellia shallaki ke nuksan, #Shallaki Side Effects in Hindi
शल्लकी के फायदे - Boswellia Sallaki Ke Fayde :-

शल्लकी के नुकसान - Side Effects :-
Vese shallaki side effects jyada to nhi hai, iske bawjud bhi kuch conditions mei isko lene ya lagane mei savdhani bartna jaruri hai.
1. Pregnant womens ke use krne par doctors se pahle direction le le, bina doctors ki salah ke aapko ye mahnga pad skta hai.
2. Boswella sallaki (Indian) ko maukhik rup se bhi liya ja sakta hai parntu dhyan rahe vo tel (oil) askli ho.
3. Bahari tavcha pe lagate samay dhyan de agar kisi parakar ki allergy ho rhi ho to sawdhan rahe.
#boswellia shallaki benefits in hindi, #boswellia shallaki ke fayde, #shallaki side effects, #boswellia shallaki ke nuksan, #Shallaki Side Effects in Hindi
Comments
Post a Comment