भीगे चने खाने के चमत्कारी फायदे - चने खाने के लाभ

Ayurved mei desi chane ki bahut hi alag pahchan hai. Kyuki chana nutarians ke mamle mei bahut hi faydemand hota t]hai, yha tak ki dry fruits se bhi jyada faydemand hota hai. Bheegoe hue chane mei fiber, proteins, minerals, ke sath vitamin bhi bahut matra mei hota hai, jo bimariyo ko dur bhagane ke sath aapko healthy rakhne mei bhi bahut kargaar hai.

Vese to chane sabhi ke liye hi faydemand hote hai parntu purusho ke liye jyada faydemand hote hai. Aaiye dekhte hai kya kya hai bheege chane khane ke labh or  bheege chane khane ke nuksan.

भीगे चने खाने के चमत्कारी फायदे - चने खाने के लाभ :-



Ye hai kuch fayde hi fayde jo aapko kewal bheege chane khane se hi mil skte hai.

1. Takat or Energy :- Bheege chane khane se takat aati hai or kamjori dur ho jati hai.

2. Pet saaf :- Chane mei fiber bahut matra mei hota hai jo pet ko saaf karne ka kaam krta hai, bheege hue chane khane se aapko kabji jesi paresaniyo se chutkara milega.

3. Weight Gainer :- Bheege chane khane se takat ke sath sath aapka weight bhi badhega jisse aapko body hast pusht ke sath majbut bani rahegi. Majbuti ke liye chane kafi sahi hai.

4. Sugar Control :- bheege hue chane khane se sugar pe control hai. Jisse aap diabetes jesi bimariyo se bach akte ho.

5. Pathari ki problem :- aaj kal pathari ki problems aam hai, chane khane se pathari aasani se nikal jaeyi. Kyuki bheege hue chane dushit chizo ko bahar nikal deta hai.

6. Mutra :- bheege hue chane khane se mutra smbandhi samsyae du rho jayegi. Urine ke liye sabse kargaar tarika hai bheege hue chane.

7. Purusho ki kamjori :- Bheege hue chane purusho ki kamjori ko dur karte hai, takat ke sath sath napushnkta ka khatra bhi kam ho jata hai.

Ye to the kuch aneko gun mese bheege hue chane khan eke fayde, aaiye ab dekhte hai kya hai


भीगे चने खाने के नुकसान :-


Vese to hmako apni research mei kahi bhi bheege chane khane ke nuksan ka koi jikar nhi mila fir bhi aksar kabhi kabhi jyada matra mei khane ki vajah se pet dard jesi sikayate ho skati hai.

Chhote baccho ko kewal limit mei hi khilae, agar kisi ko allergy hai to use chano se dur rhna hi behtar hoga.


#bheege chane khane ke labh, #bheege chane khane ke fayde, #bheege chane khane ke nuksan,  #ankurit chana ke fayde in hindi, #chana khane ke fayde in hindi, #benefits of chana, #चना खाने के फायदे, #kale chane ke fayde, #kale chane ke fayde in hindi

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे