केला खाने के फायदे व नुकसान - केले के लाभ
Shayad hi koi esa bachcha ya bhudha hoga jo kele ke bare mei nhi janta hoga. Kela hamesha se hi logo ki aam jindgi mei rha hai, isliye kyuki ye aasani se mil bhi jata hai.
Bharat kele ka ek bda utpadak desh bhi hai. Aaiye dekhte hai kya hai banana khan eke fayde, banana khane ke nuksan or banana khan eke upay.
Bharat kele ka ek bda utpadak desh bhi hai. Aaiye dekhte hai kya hai banana khan eke fayde, banana khane ke nuksan or banana khan eke upay.
केला खाने के ग़ज़ब के फायदे - Banana Khane Ke Fayde :-
1. Kela energy se bharpur hota hai. Isliye agar aapne dekha ho to khiladi break mei ya jyadatar log naste mei kele ka upyog karte uski vajah yahi hai. Energy se bharpur.
2. Kele khane ka ek fayda ye bhi hai ki ye aapke tanav ko kam karta hai. Isme mojud khanij tatv aapke dimag ko fresh rakhte hai, jisse tanav kam hota hai.
3. Aankho ki roshani bahdna ka kaam karta hai kela. Isme vo share gun hote hai jo aankho ki roshni badhane ke kaam aate hai. Isliye roz kele se aapke aankho ki roshani badh skti hai.
5. Kya aap blood level se preshan hai? Kela blood pressure ko control karne mei bahut madad karta hai.
6. Kele mei pro-biotic bacteria hota hai jo haddiyo mei calcium ki matra ko badhata hai, jisse aapki haddiya majbut hoti hai.
7. Kele me mojud iron aapke haemoglobin ke level ko badhata hai, jisse anaemia jesi bimari se pidit logo ko madad milti hai.
Aap kela khan eke fayde se to rubru toh ho hi gye hai aaiye dekhte hai aakhir kya kya hai banana khane ke nuksan
केला खाने के नुकसान - Banana Khane Ke Nuksan :-
Kela faydemand jarur hai parntu jydad kela bhi appke sharir par viparit asar daal skta hai. Jyada sevan krne se kabji ya pet dard jesi samsyae ho skti hai. Allergy bhi ho skti hai. Isliye limited or sahi matra mei use krna health ke liye fydemand hai.
#banana khane ke fayde, #banana khane ke nuksan, #banana khane ke benefits, #banana khane ke upay, #kela khane ke fayde aur nuksan, #kela khane ke upay, #banana ke side effect.
Comments
Post a Comment