कुछ मिंटो मे करे पेट दर्द का देसी घरेलू इलाज : Stomach Pain In Hindi

Pet dard ke gharelu nuskhe in hindi : - Pet ka dard waise to saamanay hota hai lekin kabhi kabhi laparwahi bahari pad jaati hai. Aajkal ki zindagi aisi ho gayi hai jisme logo ke pass sahi se aaram se
baithkar khaane ka samay hi nahi hai. Koi jaldi jaldi khaata hai ya koi bahar khata hai.

Aise hi galat khan - paan ki wajahse hi pet se judi samasya ho rahi hai. Aagar aapko bhi rahta hai pet me dard to hum yanha aapko bata rahe hai kuch aasan pet dard dur karne ke upay in hindi, stomach pain treatment in hindi.

Pet dard ke desi gharelu upachar karne se pahle uske kaarno  ka pata hona jaruri hota hai. Aaiye jaane pet dard ka gharelu ilaj in hindi.


पेट दर्द के कारण : Reason Cause of Stomach Pain In Hindi


1. Gas banana.
2. Kabz ki shikayat hona.
3. Khana na pzchana.
4. Fast food jayada khana.
5. Appendix main bhi pet main dard hota hai.
6. Stone hona.
7. Pet ka alsar.
8. Pet main kidde hona.
9. pet main infection hona.
10. Vitaminas ki kami hona.

पेट दर्द को फटाफट ठीक करने के आयुर्वेदिक घरेलू नुस्खे : Pet Dard Ka ilaj in Hindi


1. Pet dard ke upay in hindi Adaradk ke slice karke muh main rakhar dheere dheere chuse taaki adardk ka saara ras pet main jaaye oe pet dard main aaram mile.

2. Stomach pain traetment at home in hindi main jaane ki Jeere ke paani ka sevan karna pet dard main laabhdayadk hota hai, jeere ko bhunkar peeskar paani main daal kar le.

3. Pet dard ya pet ki gas ka gharelu ilaj in hindi hing ko thodi der paani main dalkar peene se pet dard theek hoga.

4. Agar aapka pet subah ache se saaf nahi hua hai or kabaz ki shikayat hai to thoda 1 chamamch triphla ka churan paani ke sath lene se pet dard theek hoga.

5. Gharelu nuskhe for pet dard thodi si hing paani main peeskar nabhi ke aas - pass laga de. ye dard ko khichti hai.

6. Agar galat khaane se pet dard ho raha hai to thoda meetha soda ya baking powder paani main daalkar peeye.

7. Desi taaja ghee main hare dhaniye ka ras milakar lene se 2 minute main pet dard dur hoga.

8. Pet dard ka gharelu totka nimbu ka ras nikal le or isme kali mirch or kala mnamak daalkar peeye.

9. Subah khaali pet namak dala huwa paani peene se pet dard ka ilaj hota hai.

10. Khaane ke thodi si sonaf khaane ko pachati hai jisse pet ki koi bimari nahi hoti.

11. Pudine ki chay peene se bhi stomach pain main aaram milta hai.

12. Rozana khaane main dahi ka sevan kare, sehat ke liye acha rahta hai.

13. Agar jayada pet main dard hai to garam paani ko garam paani ki bottal main daal kar shikai kare.

14. Methi khaane se pet saaf hota hai.

15. Pet dard ke gharelu nuskhe in hindi jaane Jayfal ke tukade ko muh main rakhkar chusne se turant aaram milega, pet dard ke gharelu upay in hindi.

16. Pet main infection ke gharelu nuskha hai ki aloe vera ke juice ka sevan kare, isse pet ki sujan bhikam hoti hai.

17. Laung khaane se pet ki gas ka ilaj hota hia.

18. Kela khaane se pet dard theek hoga, kele main fiber ki matra jayada hoti hai.

19. Pet ki gas ke gharelu upay in hindi amarbail ke beejo ko kapde main ache se band kar pet par band de janha dard ho raha hai, isse dard turant theek ho jaayega.

20. Pet dard ke gharelu upchar in hindi hai ki safed musali or dalchini ko  ek saman lekar peeskar inka churan bana de, rozana 1 chamamch khaane ke baad paani ke sath le.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे