जाने रजोनिवृत्ति के लक्षण ओर उपाय : Menopause, Treatment Symptoms and Causes in Hindi

Menopause in Hindi : - Menopause ek samanaya parkirya hai jisse har mahila ko ru - bru hona padta hai, 15 saal ki umar se mahilao main mashik dharm hone yani period hone lagte hai jo 40 - 50 ki umar tak hote rahte hai, 50 saal ki hone ke baad dheere dheere mashik dharam hona band ho jata hai, menopause in hindi meaning isko hi Menopause kahte yani rajonirarti hona.

Iske baad mahila grabhdharan nahi kar paati ya yu kahe ki pregnant hone ke chances bahut kam hote hai. Treatment and remedies for menopausal symptoms in Hindi yanha par diye gaye hai, agae aapko hai koi is tarah ki problem to jaane gharelu upay  for manopause in women tips in Hindi , home remedies for menopause in hindi


रजोनिवृत्ति / Menopause के लक्षण : Symptoms And Cause Of Manopause In Hindi


1. Sir main dard hona.
2. Joint pain yani jodo main dard.
3. Kamjori hona.
4. Jaldi thakan hona.
5. Jor jor se dil ka dhadkna.
6. Yoni ka sukha sukha rahna.
7. Sex ke liye man na hona.
8. Motapa badhna.
9. Neend na aana.
10. Pachan shakti kamjor hona.
11. Baalo ka jayada girna ya kamjor hona
11. Bhulane ki bimari hona.
12. Stano ya breast ka soft hona or dard hona.
13. Raat ko jayada pasina aana.

जाने रजोनिवृत्ति के बारे मे ज़रूरी जानकारी : What is Menopause in Hindi


1. Menopause yani rjonirvarti hone par sharirik or manshik dono tarah ke changes hote hai.
2. Motapa jayada ho jata hai, kamjori hoti hai.
3. Jin mahilao ko irregular periods problem rahti hai unko menopause ke samay kafi preshani hoti hai.
4. Agar dilivery ke samay mahila ki ache tarah se dekhbhal na ki jaaye to menopause ke doran grabhashay main sujan ya gaadh ka banana sambhav ho jata hai.
5. Menopause ke baad mahila budhape ki taraf jhukhne lagti hai, shrir kamjor ho jata hai.


रजोनिवृत्ति की समस्याओं को ऐसे करें दूर : Treatment and remedies for menopausal symptoms in Hindi


1. Menopause Hormone theraphy le sakte hai lekin jab doctor ki salah ho tab, isse aapko kafi relax feel hoga.

2. Tratment  at home of menopause in hindi, menopause main pasina( Hot Flashes ) jayada aata hai, iske liye jayda fast food khana band kare, Thande temprature main rahe, soyabin ka istemal kare

3. Menopause ke karan neend kam ho jaati hai difficulty in sleeping yani insomnia ki problem, iske liye Samay par soye or samay par jaage, excercise kare, tannav na le. Raat ke samay chay na peeye,
Raat ka khana halka or kam khaaye.

4. Menopause ke baad kamjori aane lagti hai isliye khaane par dhayan de, doodh ki chije jayada khaaye.

5. Menopause treatment natural in hindi Green tea ka kare istemaal, green tea ke fayade in menopause hai ki isse pacahn imunity systrm strong hota hai.

6. Jayada matra main paani piye, jisse sharir ka sukhpan dur hota hai. How To Treat Menopause Problems In Hindi

7. Tannav main na rahe yani tension na le. Hamesha kush rahne ki koshish kare. Menopause in women tips in hind.

8. Apne aap ko busy rakhe, anay activity kare, bachho ke sath time spend karna or ghumna aadi.remedies for menopausal

9. Sexual problem durind menopause ke upay in hindi, is baare main apne partner se jarur baat karni chahiye iske liye aap kisi medicine ka istemaal bhi kar sakti hai but doctor se puch kar.

10. Khaane diet main jayada meetha or tali hui chijo ka khana kam kare. Poshtik bhojan kare. Foods To Avoid in menopause in hindi

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे