नींद ना आने के घरेलू उपाय : Insomnia Treatment Home Remidies in Hindi

Neend na aane ke gharelu upay in hindi : - Neend na aana ek gambheer samasya hai, jo hamari health par bura effect dalti hai, har insaan ko kam se kam 8 ghante ki neend lena jaruri hota hai.
Neend puri na hone ke kaaran hamare sharir main thakan hoti hai or hum koi bhi kaam proper tarike se nahi kar paate. Agar aapko bhi insomnia ya neend na aane ki problem hai to aapke liye hum yanha
bata rahe hai top gharelu nuskhe for insomnia, neend na aane ke gharelu nuskhe, dadi maa ke gharelu nuskhe in hindi.Neend achi nahi aayegi to sharir susat rahega, jaane neend aane ke good tips in hindi.


नींद ना आने के  मूल कारण : Reason Cause of Insomnia in Hindi

1. Busy sechdule
2. Aniyamit khan - paan
3. Tension
4. Sharirik kamjori
5. Thakan hona
6. Depression main jana.
7. Sir dard hona, hamesha chidchida rahna.
8. Raat ko der tak jagna
9. Manshik tannav main rahna.
10. Bahut jayada sochte rahna, dukhi rahna.

नींद ना आने के कारण होने वाली बीमारियाँ 


1. Sir  main dard
2. Body pain
3. Blood Pressure
3. Stemina kam hona
4. Kisi kaam ko karne main man nahi lagana.
4. Sabse Duri banana.
5. Ander hi ander ghutte rahna.
6. Mirgrain ho jana.
7. Kush na rahna.

नींद न आने की बीमारी को ठीक करने के उपाय : Insomnia Home Remidies In Hindi


1. Insomnia ke gharelu upay in hindi sone se pahle pairo ke talwe ki malish kare.

2. Neend na aane ke nuskhe in hindi Room ka tempreture thanda rakhe, aksar garmi main rahne se sharir or dimag main bhi garmi ban jaati hai jo galat hai.

3. Anidra ke gharelu upay in hindi Rozana raat ko garam doodh main thodi chini milakar peeye.

4. Sleeping tips in hindi Agar manshik tannav hai or neend nahi aa rahi to aise main doop main suraj ki kirno main baithne se dimag ko shanti milti hai.

5. Sleepind Disorder ka ilaj in hindi Jeera bhunkar peeskar kele par lagakar khaane se insomnia ki bimari theek hoti hai.

6. Neend na aane ki gharelu dawa in hindi sone se pahle lambi lambi saanse le or dheere dheere chode isse aapko taanav dur hoga.

7. Neend aane ke totak jaane ki  sone ke kamare main koi bhi electronics chije nahi honi cahiye.

8. Insomnia ke gharelu tips Raat ko der tak na jaage samay par soye, jayada se jayada neend lene se sharir ko aaram milta hia.

9.  Insomnia ke Gharelu upay hai ki raat ko sone se pahle garam paani se nahane se aapko relex feel hoga or saare din ki thkan bhi dur hogi.

10. Insomnia treatment in hindi Raat ko halka khaana khaae, pet na bhare.

11. Insomnia ka ilaj hai ki Rozana excercise kare yoga kare, walking par jaaye.

12. Neend na aane ke gharelu upay jaane ki garam doodh main jaifal ka churan dalkar peene se insomnia ki bimari se chutkara paaya ja sakta hai.

13. Home remedies for good sleep in Hindi raat ko sone se pahle hath pair muh ache se dhokar soye.

14. Smoking or drinking na karna naand aane ka upay hai.

15. Neend Aane ke Upay Tips for good sleeping jayada kaam sharir ko thakata hai isliye thoda aaram karke kaam kare, lagataar kaam na kare.

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे