Choti Lekin Bade Kaam ki Baten - बड़े काम की छोटी बातें
Choti Lekin Bade Kaam ki Baten Hai.
1. Paneer ko freeze main store krane se pahle thodi chini burak deni chahiye. Isse lambe time tak paneer taja rahega.
2. Dahi Jamate Samay bartan main ek hari mirch daal de. Jisse dahi acchi jamegi.
3. Jale Huye milk ki mahak dur karne ke liye isme paan ke 2 patte(Leaf) daal kar ubaal le.
4. Aalu ko ubaal ne ke liye usme thoda namak daal de. jisse chilka aasni se uttar jayega
5. Papad karare rakhne ke liye usme methi ke daane rakh de.
6. Pair ke nakhun par tel lagane se neend jaldi aa jaati hai.
7. Pakka huwa kela shahad ke sath khane se adhik laabhkari hota hai.
8. Rozana falo ka sevan kare, iske chilko ko kude main na daalkar ghar ke bhar daale isse aapke dost ache hote hai.
9.. Dustbin ko kabhi bhi ghar ke main gate par na rakhe, isse ghar ke dushman jayada ho jaate hai.
10. Raat ko bartan juthe na chode, agar dhone ka time na ho to kewal paani se dho de.

Comments
Post a Comment