अगर आपको है लिवर की बीमारी तो भूलकर भी ना करे लहसुन का सेवन वरना हो सकता नुकसान
Side Effect of Lahsun : - Aapne suna hoga ki lahsun ek tarah dawai ka kaam karti hai or agar rozana khaali pet 1 lahsun khaaya jaaye to isse saari bimariyo ka nidaan ya khatma ho sakta hai ,
par fir bhi kai baar lahsun ka sevan hamare sharir ke liye nukshandayak ho sakta hai. Jaane kaise lahsun ka effect sharir par padta hai.
1. lahsun me khoon ko patla karne ka gun hota hai, agar aap pahle se hi anticongulate medicine le rahe hai to lahsun ka sevan bilkul na kare warna isse aapko jayada blooding ho sakti hai.
2. Aap kisi bimari ke patient hai or aapka treatment chal raha hai to bina doctor se puche lahsun ka jayada matra main sevan na kare.
3. Lahsun khaane se dawaiyo ka asar kam ho jaata hai, or liver dawaiyo ko breakdown nahi kar pata, agar aap birth control piels ke sath lahsun ka paryog karti hai to uska ualta effect padta hai.
4. Lahsun ko hajam karna bahut der ki baat hai, agar aapka pachan tantar theek nahi rahta or pet khrab rahta hai to lahsun na khaayr ya bahut kam matra main khaaye.
5. Agar aapka blood pressure normal rahta hai ya low rahta hai to is situation main lahsun ka sevan na kare qyonki lahsun aapke blood pressure ko or bhi kam kar sakta hai.
6. Khoon ki kami ya hemoglobin ki matra kam hai to is bimari me lahsun ka sevan nahi karna cahiye.
7. Liver se judi koi bhi problem ya bimari ho tab bhi lahsun nahi khaye. warna liver damage ho sakta hai.
8. Pregnancy me pregnant lady ko lahsun ka sevan nahi karna chahiye isse garbhpaat ka dar laga rahta hai.
9. Garmiyo me lahsun kam khaana chahiye.
10. Waise to lahsun se anek bimariyo ka ilaj hota hai par kabhi kabhi ye hamare liye khatra bhi ban sakta hai.
#lahsun ke nuksan, #garlic ke nukshan, #lahsun se nuksan, #side effect of garlic
par fir bhi kai baar lahsun ka sevan hamare sharir ke liye nukshandayak ho sakta hai. Jaane kaise lahsun ka effect sharir par padta hai.
जाने कब ओर किस समय आपको लहसुन नही खाना चाहिए : Lahsun in Hindi
2. Aap kisi bimari ke patient hai or aapka treatment chal raha hai to bina doctor se puche lahsun ka jayada matra main sevan na kare.
3. Lahsun khaane se dawaiyo ka asar kam ho jaata hai, or liver dawaiyo ko breakdown nahi kar pata, agar aap birth control piels ke sath lahsun ka paryog karti hai to uska ualta effect padta hai.
4. Lahsun ko hajam karna bahut der ki baat hai, agar aapka pachan tantar theek nahi rahta or pet khrab rahta hai to lahsun na khaayr ya bahut kam matra main khaaye.
5. Agar aapka blood pressure normal rahta hai ya low rahta hai to is situation main lahsun ka sevan na kare qyonki lahsun aapke blood pressure ko or bhi kam kar sakta hai.
6. Khoon ki kami ya hemoglobin ki matra kam hai to is bimari me lahsun ka sevan nahi karna cahiye.
7. Liver se judi koi bhi problem ya bimari ho tab bhi lahsun nahi khaye. warna liver damage ho sakta hai.
8. Pregnancy me pregnant lady ko lahsun ka sevan nahi karna chahiye isse garbhpaat ka dar laga rahta hai.
9. Garmiyo me lahsun kam khaana chahiye.
10. Waise to lahsun se anek bimariyo ka ilaj hota hai par kabhi kabhi ye hamare liye khatra bhi ban sakta hai.
#lahsun ke nuksan, #garlic ke nukshan, #lahsun se nuksan, #side effect of garlic
Comments
Post a Comment