Grapes - अंगूर खाने के फ़ायदे ओर नुकसान
अंगूर के अनगिनत फ़ायदे जान हो जाएँगे हैरान : Angur Grapes Benefits in Hindi
Angur khaane ke fayade in hindi : -Angur garmiyo ke mosam main aapko market ,ain har jagah dekhne ko mil jata hai, yah fal dekhne main jitna khoobsurat hai utna ki ras bhra rasila hota hai,angur kai trah ke rang ke hote hai, jaise kale, hare, peele, narangi, lal aadi. Grapes in hindi me aapko iske fayado ke baare me bata rahe hai ki yeh sirf swad me hi nahi balki sehat ka khajana bhi hai.
Aaiye hum aapko bataye grapes ya angur benefits in hindi jinko apnakar aap ban jaayenge ekdam tandurasat. Angur ko sidha matlab chilke ke sath khaya jata hai, isse anek chijo ka nirman hota hai.
Kya aap janate hai ki janha aam ko " falo ka raja " kahte hai wanhi angur ko " falo ki rani " kaha jata hai. Angur me calcuiam, iron, vitaminas anay khniaj lavan paaye jaate hai.
जाने अंगूर खाने के बेमिसाल ओर बेहतरीन फ़ायदे : Grapes in hindi :-
1. सिर का दर्द करे दूर माइग्रेन का इलाज : Health benefits of grapes for migrain in hindi, migrain ek bhaynkar sir ka dard hota hai jo kabhi kabhi bada roop le leta hai. Iske liye rozana 1 glass angur ka ras peeye isme kuch na milaye, lagataar 1 mahina peene se migrain ka dard kam ho jaayega.
2. बालो का झड़ना करे कम : Angur ke fayade for hair fall pronlem in hindi hai ki angur ke gudde ko ache se masal kar lep ki trah tayyar kar le or isko baalo main malish karte huye lagaye,
hafte me 2 baar kare dekhna aapke baal girna bilkul band ho jaayenge.
3. Breast cancer ke bachav me angur madadgaar hota hai, isse dil ki bimariya bhi dur hoti hai.
4. Angur me kala namak or kali mirch daal kar khaaya jaaye to kabz se hamesha ke lie nijaat mil jaati hai.
5. Angur ko chaba kar muh me iska ras nikal kar ache se kulla kare to muh ke chale theek ho jate hai.
6. Aankho ki roshni badhati hai angur khane se.
7. Grapes benefits hai ki isse koi bhi infection hone ka khatra nahi hota or rog-prtirodhak shakti badh jaati hai.
8. Garmi ke mosam me pyas bahut jayada lagti hai, angur khane se baar baar pyas nahi lagti kyonki ye sharir me paani ki kami puri karta hai, isme glucose ki matra mojud hoti hai.
9. Urine infection me angur bahut fayademan hota hai, isse peshab khulkar aata hai.
10. Jinko sharir me kamjori mahsus hoti hai or khoon kikami ke karan chakker aate hai to angur ek achuk upay hai rozana 1 glass angur ka ras peene se khoon ki kami puri ho jaati hai.
11. Agar daanto me keede lage ho or dard hota hai to angur ko ache se dhokar muh me rakh kar dheere dheere chushna suru kare aapko aaram milega.
12. Dark circle ke gharelu ilaj hai ki aankho ke niche kale ghere par angur ka ras lagane se dark circle theek ho jaate hai.
13. Green Grapes Benefits hai ki ye nakhun ke liye ache hote hai isse nakhun sunder or ache bante hai.
14. Jhukham hone se40 ya 50 gram angur khaane se aaram padta hai.
15. Gale ki khrash bhi theek ho jaati hai angur khane se.
16. Skin ko protect karne me madadgaar hai, isme anti- clising gun hota hai.
17. Angur khoon main jo suger ki matra hoti hai usko control karta hai isliye diabetes ke rogiyo ko angur ya grapes ka sevan karna laabhkari hota hai.
18. Chechk hone par angur ko garam paani se dhokar khaaye.
#angoor ke fayde #grapes in hindi #angoor ke fawaid #angoor ke faide #grapes benefits in hindi #angoor khane ke fayde #grapes health benefits #grape juice benefits #green grapes benefits #grapes fruit information in hindi
Comments
Post a Comment