Pineapple - अनानास के 15 फ़ायदे ओर नुकसान
Pineapple health benefits : - Ananas ya pineapple ek swadisht fal hota hai, jo golden color ka hota hai, kya aap jante hai pineapple juice benefits in hindi. Yah sehat or swad dono main best hota hai,
Is fal main jitne gun milte hai utne sayad kisi main nahi hai. Ye kewal dikhne main ek fal hai lekin asal main bhut saare falo ka mishran hai ya ye kahe ki anek falo ke fun isme mojud hote hai.
Pineapple poshtik tatvo ka bhandar hai, Isme vitamin 'c' or magenesium bharpur matra main paaye jaate hai. vasa ki matra to bahut kam hoti hai jo sehat ko nuksan nahi hota.Dibbe main band ananas juice ka sevan nahi karna chahiye, hamesha taaje juice ka hi sevan kare.
1. केंसर से लड़ने मे सहायक - Pineapple Benefits For Cancer :-
1. Cancer ek jaanlewa bimari hai.
2. Ananas main rogo se ladne ki shakti hoti hai.
2. Iska Juice 1 Glagg rozana peene se cancer ka khatra kafi kam ho jata hai.
2. डायबिटीज़ को करे कम - Pineapple Benefits Diabetes In Hindi :-
1. Ananasmain natural tarike ki mithas hoti hai.
2. iska sevan suger ke rogi bhi kar sakte hai.
3. Isse diabetes ko control bhi kiya ja sakta hai.
4. Low diabetes waale doctor se puch kar iske juice ka sevan kar sakte hai.
3. गले का दर्द करे ठीक - Pineapple Juice Benefits In Hindi :-
1. Ananas gale ki har presaani dur karta hai.
2. Iske juice ka regular sevan karne se gale ke tanshil tak khtam ho jaate hai.
3. Isse Pathari ya stone banane ka khatra bhi nahi hota.
4. ह्रदय शक्ति को बढ़ाने के लिए - Ananas Benefits For Heart :-
1. Ananas ka juice peena laabhdayak hota hai.
2. Yah Heart or zigar ki garmi kam karke thandak karta hai.
3. Heart ko majboot banata hai.
5. पाचन शक्ति को बढ़ाने के लिए - Pineapple Juice Benefits Digestion In Hindi :-
1. Khana khane se pahle ya Khaana khane ke baad ananas ka sevan karna chahiye.
2. Pineapple me kala namak, zeera, kali mirch, daalkar sevan karne se pachan theek rahta hai.
3. Agar aap pineapple juice pee rahe hai to ye saari chije isme daalkar peeye.
4. Jo Unhealthy khana hai usko pachane main bhi koi problem nahi hogi.
6. नेत्र रोग मे सहायक - Pineapple Juice Benefits For Eyes :-
1. Ananas ke tukado ko kat le.
2. In tukado ko 2 ya 3 dino tak shahad me daal kar rakhe.
3. Thoda thoda rozana khane se aankho ki bimariya theek hoti hai.
7. बार - बार पेशाब आना - Pineapple Juice Health Benefits Urine Problem :-
1. Pehab me badboo aana, baar baar urine ka aana, bahut buri or jatil samsya hai.
2. Iske liye pineapple juice me 1 chmamach mishri daal kar peene se urine problem dur ho jaati hai.
8. Ananas ka juice peene se bhuk badhati hai or khaane bhi pachta hai.
9. Agar ladkiyo ko irregular period ki problem hai to 1 mahine tak rozana pineapple juice peeye ya iske patto ka kadha bana kar peene se bhi laabh hota hai.
10. Ananas ka juice skin ke liye bhi acha hai, isse daag-dhabbe or muhanse theek ho jaate hai.
11. Ananas ka gudda pimples par lagane se aaram milta hai.
12.Blood preesure control karne main shahyak hai. isse blood preesure control hota hai.
13. Pineapple juice main natural mithas hoti hai jisse sharir main kamjori nahi aati or bhuk jayada nahi lagti.
14. Motapa kam ho sakta hai iska daily juice peene se.
15. Pineapple ya ananas ke juice se pet ke kide khatam ho jaate hai.
1. Ananas ko hamesha taaj aor paka huwa hi khana chahiye, kacha nahi.
2. Ananas se cough jayada ho jaata hai, isliye thand main ya bhukhar main iska sevan na kare.
3. Chote bachho ko iska sevan nahi karna chahiye.
4. Pregnancy me suruwati dino me ananas ka sevan nahi karna chahiye isse grabhpat ho sakta hai.
5. Jayada matra main pineapple ka sevan na kare.
6. Sugar ke patient ko ananas nahi khana chahiye, isme suger ki matra jayada hoti hai.
7. Jinko pineapple se elerji hai wo bhi iska sevan karne se bache.
8. Jo Blood ko patla karne ki dwai lete hai unke liye ananas jahar ke saman hai.
#pineapple ke fayde, #pineapple in hindi, #pineapple juice ke fayde, #pineapple juice ke fayde in hindi, #benefits of pineapple, #ananas ke fayde in hindi, #ananas ke gun, #ananas ke nuksan

जाने अनानास के अंजाने अदभुत फ़ायदे - Health Benefits of Pineapple Fruit Juice :-

अनानास के नुकसान - Side Effect Of Pineapple Fruit Juice :-
1. Ananas ko hamesha taaj aor paka huwa hi khana chahiye, kacha nahi.
2. Ananas se cough jayada ho jaata hai, isliye thand main ya bhukhar main iska sevan na kare.
3. Chote bachho ko iska sevan nahi karna chahiye.
4. Pregnancy me suruwati dino me ananas ka sevan nahi karna chahiye isse grabhpat ho sakta hai.
5. Jayada matra main pineapple ka sevan na kare.
6. Sugar ke patient ko ananas nahi khana chahiye, isme suger ki matra jayada hoti hai.
7. Jinko pineapple se elerji hai wo bhi iska sevan karne se bache.
8. Jo Blood ko patla karne ki dwai lete hai unke liye ananas jahar ke saman hai.
#pineapple ke fayde, #pineapple in hindi, #pineapple juice ke fayde, #pineapple juice ke fayde in hindi, #benefits of pineapple, #ananas ke fayde in hindi, #ananas ke gun, #ananas ke nuksan
Comments
Post a Comment