Breast Cancer Symptoms in Hindi : स्तन कैंसर के कारण, लक्षण

Breast Cancer Symptoms In Hindi :  स्तन कैंसर के कारण, लक्षण, बचने के उपाय, इलाज,रोकथाम,उपचार


Breast Cancer In Hindi : - Breast cancer ek bhut badi bhayankar bimari hai jo jayadatar mahilao me hoti hai, din prtidin hamare desh me iski aayu ghatati jati hai, yaha stan cancer waali mahilaoki ki age 40 ke aas-paas hai jabki dusre desho me isse 10 saal jayada hai. Breast cancer ek teji se badhane waali bimari hai jo har 20 mahilao me se ek ko mil jaati hai, agar sahi samay par iski pahchan na ki jaaye to ek badi samasya ban sakti hai, Breast cancer in hindi ek jaanlewa bimari hai, agar isse bachane ke liye operation karte hai to uske liye breast nikalne padenge, or agar aap ek mahila hai to soche ki bina stan ya breat ke ek mahila ka aakarshan kya rah jata hai . Breast cancer ki pahchan mahilanye khud apne aap kar sakti hai, hum yanha aapko bata rahe hai ki breast cancer ke kaaran, kakshan, bachav ya roktham ke upay in hindi. cancer ki jankari hindi me.

आइए जाने स्तन कैंसर या ब्रेस्ट कैंसर के लक्षण, खुद करे ब्रेस्ट कैंसर की पहचान : Breast Cancer Symptoms In Hindi 


1. Stan me ya kankh me gaath hona, is trah ki gaath me dard nahi hota, bs halki si chubhan hoti hai jo hum iski traf dhyaan nahi dete,

2. Breast par apne aap nishaan pad jaana. signs of breast cancer

3. Stano ka aakar bada hona, unka rang badal jaana.

4. Apne hatho se halke halke breast ko masal kar dekhe ki koi gaath to nahi hai, suru me ye bahut choti si hoti hai.

5. Nahahte samay ya mirroe ke saamne khade hokar hatho ko breast par upper se niche tak le jaaye agar koi gaath hogi to aapko khud mahsus hogi.

6. Gaath lage to turant doctor ko dikhaye, kuch mahilaaye sharm ki wajhse doctor ke paas nahi jaati jisse yah bimari bhankar roop le leti hai.

7. Memography karanye, isse pata chal jaayega ki aapko such me breast cancer hai ya nahi.

8. Period ke baad wazan ka jayada bad jaana bhi stan cancer ka lakshan hai.

9. Nipple main taral padarth ka ya kuch or nikalana ya nipple ka ander ki traf mud jana.

10. Kankh me ya stano ke aas-paas dard hona, sujan hona.

11. Suruwat me cancer ki gaath bilkul chawal ke daane jaise hoti hai.

12. 30 se jayada umar ki har mahila ko checkup karwaate rahna chahiye, Memography jarur karaye.

13. Breast ki skin uattrana ya badalna.

14. Breast ka ekdam tiet ho jana.

15. Nipple main khoon aana ya lal ho jana.

Breast Cancer Ke Mul Kaaran : जाने ब्रेस्ट कैंसर होने के कारण


1. Jayada umar main maa banana. breast pain reason in hindi

2. Agar mahila ke kisi relative ko breast cancer hai to unko bhi ho sakta hai.

3. Bachhe ko doodkam pilana.

4. Motapa jo ek khud ek bimari hai or kai bimariyo ko janam deti hai.

5. Kai baar jayada X-Ray karwaane se unki kirno ka galat asar padta hai jisse breast cancer ho jata hai.

6. Jayada Matra main smoking or drinking karna.

7. Paani kam peena.

8. Period ka irregular hona ya bahut jayada hona. causes of breast cancer


 स्तन कैंसर या ब्रेस्ट कैंसर से बचने के उपाय, इलाज, रोकथाम ,उपचार : Treatment ilaj Upay Of Breast Cancer In Hindi 


1. Rozana excercise kare.

2. Smoking ya Drinking na kare.

3. Fast food ka sevan bilkul na kare.

4. Bhojan main fat waali chije kam le.

5. Weight loss kare ya wazan kam kare.

स्तन कैंसर की रोकथाम के लिए ज़रूरी जाँच करवाए जाने कोन से टेस्ट करवाने चाहिए 


1. Physical test( शारीरिक जाँच) :- Isme doctor rogi ki saari presaani smjh kar achi trah jaanch karta hai stan ki or agal - bagal ki.

2. Stan MRI( स्तन MRI) : - Isme pata lagaya jata hai stan cancer kitna or kanha tak pahucha hai.

3. Biopsy : - Is trah ke test main breast ki gaath ka tukda nikal kar check kiya jata hai ki yah cancer ki gaath hai ya nahi, agar cancer hai to kis trah ka cancer hai.

4. Mammogram : - Isme breast ka X-Ray kiya jata hai taaki pata chal sake ki gaath simple hai ya cancer ki hai.

स्तन कैंसर की रोकथाम के लिए ज़रूरी है यह आहार : Food For Breast Cancer Treatment


1. ब्रोकली,
2. मछली,
3. सेब ओर अनार,
4. दाले ओर बीन्स,
5. हरी पत्तेदार सब्जिया

Tags :

#treatment of breast cancer in hindi #symptoms of breast cancer #Stan Cancer Ke Lakshan #breast pain reason in hindi #cancer symptoms in hindi language #cancer hone ke karan #stan cancer ke karan #cancer ki jankari hindi me #Hindi tips to prevent Breast Cancer #Important facts about Breast #cancer in hindi #Breast Cancer Ke Lakshan Karan Aur Upay #Breast Cancer in Hindi #स्‍तन कैंसर के प्रमुख लक्षण #Breast Cancer Symptoms in Hindi #signs of breast cancer  #breast cancer treatment #breast cancer stages #metastatic breast cancer #stages of cancer #inflammatory breast cancer #breast cancer signs #breast cancer facts #causes of breast cancer

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे