Smartphone Ki Aadat Se Nijaat Paane Ke 5 Saral Upay Tips
Phone ki Latt Se Aise Paaye Chutkara Jaane Tips. Aaj ke yug main internetyukat smartphone ki latt lag jana koi aisi baat nahi jo alag or anokhi ho, lagbhag har 3rd person ke pass smartphone hai or usko har koi jaan se jayada care apne phone ki karte hai.
1. Sabse paheli baat to yah hai ki subah uthane ke baad kam se kam 30 min aap kewal apne aaapko de ya excercise, dhyaan, yoga kare. Is trah aap physically or mantelly dono trah se swasth rahenge,
or aapko apne upper itna control ho jaayega ki aap kisi bhi chij ko apne upper haavi nahi hone denge.
2. School chodane ke baad bhi time - table banana hamesha achi baat hoti hai, aapko niyat karna hai ki aap is time se is time tak phone se dur rahenge uska bilkul istemaal nahi karenge.
Yah samay saarani aap is trah bana sakte hai ki subah 1 ya 2 ghante or itna hi samay lunch time main or fir aise hi sham ko bhi nirdharit kar le ki aapko phone ka istemaal bilkul nahi karna hai.
3. gaadi chalate samay phone ka istemaal na kare, qyonki kisi bhi parkaar ki durghatna ki aashanka ho sakti hai. Agar aap khud bhi drive nahi kar rahe hai to bhi yah decide kar le ki gaadi
main ho jab phone ko swich off rakhe, is trah aapko phone or internet ki aadat de chutkara paane main madad milegi.
4. Aapko pahle schaai ko janana hoga matlab ye jaane ki smartphone ki wajhse aap apni family ya apne dosto se aamne - saamne milkar baat nahi kar paate. Aap apni saari baate fon se
hi karna pasand karte hai, isse aap unse dur ho jaate hai. Iska ek tarika hai ki aap apne pariwaar or dosto ke sath samay spend kare.
5. Aaj ke yug main sabse badi samsya yah hai ki der raat tak facebook ya net par baithne ki wajhse neend puri nahi ho paati, neend ka pura na ho matlab anek bimariyo ko bulawa dena,
isliye facebook, tweeter, email aadi ki parwaah na karte huye aaram se sahi samay par soye or samay par jaage.
Smartphone Ki Aadat Se Nijaat Paane Ke 5 Saral Upay Tips :-

Comments
Post a Comment