फूलों के फायदे - Phoolon Ke Fayade - फूल के औषधीय गुण

फूल भी करते है रोगो का निदान जाने अनगिनत फ़ायदे 


Desi ilaj in hindi homeremedies : - Phoolo Main hamari pancho gyanendriyao ko mohit ya attractive karne ka natural gun hota hai, kisi ka welcome karne ya jab koi bimar insaan se milne jaata hai to uske liye ache swasth ki wishes ke sath phool le kar jata hai jiska sayad aapko pata nahi hoga ki sirf phool hi kyo diye jaate hai. Phoolo ka main reason hai insaan i manshik or phsyically fit rakhna.

Phoolon ka istemaal kai jagah kiya jata hai jaise medicine main, sharbat, sabji, arak, perfume aadi.


आइए जाने कोन कोन से फूल किस काम आते है : जाने फूलो का उपयोग 


1. अनार का फूल : Anar Ke Fool Ke Fayade In Hindi

1. Lal rang ke anar ke fal or phool dekhne main behad lubhawane hote hai.
2. Iske sevan se khoon saaf hota hai.
3. Urine main koi preshaani nahi hoti khulkar aata hai.
4. Anar ke phoolo ko ghee main bhunkar khaane se pechish theek ho jaati hai.

2. कमल के सुंदर फूल ओर उनका लाभ, उपयोग, गुण : Kamal Lotus fool benefits in hindi

1. Kamal ke phool safed, neele, lal rang ke hote hai.
2. In phoolo ke ark ka sevan karne se chahre ke keel muhanse theek ho jaate hai.
3. Chahre or skin ka rang nikharta hai.

3. चमेली के फूल : Chameli ke Fool Jaismine Flower ke Fayade in Hindi

1. Chameli ke phool njala, jukham, ke rogi ko sughane se band naak khul jaati hai.
2. Iske phoolo ka tel maathe par lagane se garmi ke kaaran hue sirdard se rahat milti hai.
3. Iska tel baalo ke liye bhi acha hota hai.

4. गुलाब के फूल बेहद गुणकारी ओर लाभकारी : Health Benefits Of  Gulab

1. Gulab ke phoolo ko masalkar chahre par lagane se keel - muhanse theek ho jaate hai.
2. Iske phoolo ki gulkand kabz ke rogi ke liye bahut faayademand hoti h.
3. Gulab ka ark pet or aanto ke sucharu dhang se kaam karne main  karta hai.

5. अमलताश् के फूल से करे देसी इलाज : Amaltas Benefits In Hindi

1. Amaltas ke phoolo se pachan theek rahta hai.
2. Iske sevan se pet ke keedo ka naash hota hai.
3. Iska istemaal bhukhar, khansi main bhi kiya jata hai.

6.  जूही के फूलो से बढ़ाए सुंदरता : Juhi ke Fool ke Fayade For Skin in Hindi

1. Juhi ke phoolo ka ark dil ko taakat pardaan karta hai.
2. Yah dil ki ghabraahat or bloodpressure ko control karta hai.
3. Juhi ke phool baalo main lagane se sundarta main char chand lag jaate hai.

7. बबूल के फूलो के गुण ओर लाभ : Health Benefits of Acacia Fool In Hindi

1. Babul ke phoolo ko pees kar maathe par lagane se sirdard main laabh milta hai.
2. Iska lep skin par lagane se skin ke rog jaise daad, kharish, or chambal se chutkara mil jata hai.
3. Babul ke phoolo se diabities bhi control hoti hai

#phoolon ke fayde, #phoolon se gharelu ilaj, #health benefits of flowers in hindi #phoolon ke gun #flowers benefits for health in hindi #फूलों की उपयोगिता #फूलों का महत्व

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे