Low Blood Pressure Ka Gharelu Upchar Aur ilaj in Hindi
Hamare sharir me blood ka sanchar thik se hona chahiye. Kisi Karan se agar sanchar thik se nahi hota hai toh bahut se rog aapko ho skate hai. Hamare sharir me rakat sanchar raat din hota rahta hai. Blood Pressure jab 90/60 se kam ho jata hai to low blood pressure ho jata hai.
Blood Pressure low hone ke symptoms kya aap jante hai? Nahi ?. Toh aap yaha dekh sakte hai Low Blood Pressure ke Symptoms. Blood Pressure Low Causes in Hindi.
Low Blood Pressure ka Lakshan, Severe Headache bhi ho sakta hai.
#bp hindi #bp low ka ilaj #blood pressure ka ilaj #low blood pressure ka ilaj in hindi #low blood pressure ka gharelu ilaj #bp ka ilaj
Low Blood Pressure Ke Symptoms in Hindi :-
Low Blood Pressure ka Lakshan, Severe Headache bhi ho sakta hai.
- Sir main tej dard hona.
- Chakkar aana.
- Jaldi thak jaana.
- Kamjori feel hona.
- Heart beat tej ho jati hai.
- Hath Pair thande ho jate hai.
Low Blood Pressure Ke Karan, Reasons :-
- Kisi Cheese ko lekar jayda sochna, chinta karna.
- Jayda upwaas karna.
- Adhik Pasina Aana.
- Pani kam pina.
Low Blood Pressure Ka Gharelu Upchar :-
- Sugar wale rogi ko mitha ya sugar nahi deni chahiye.
- Anar ka juice pine se rogi ko labh hoga.
- Gajar ka juice rogi ke liye upyogi hai.
- Long, ilayachi, Adrak, Tulsi ki tea pini chahiye.
- Taaja bhojan karna chahiye.
- Chini, namak ya nimbu ka sharbat piye.
- Raat ko 4 -5 badam pani mai bhigo de aur subah unko khaye
#bp hindi #bp low ka ilaj #blood pressure ka ilaj #low blood pressure ka ilaj in hindi #low blood pressure ka gharelu ilaj #bp ka ilaj
Comments
Post a Comment