कमर दर्द का इलाज - Kamar Dard ka ilaj in Hindi

कही आपके कमर दर्द का कारण किड्नी की बीमारी तो नही है 

Kamar dard ka gharelu ilaj in hindi : -

Sabse jayada bimari sirdard ke baad kamardard ki bimari adhik hoti jaa rahi hai, kamar dard ke anek karan hai, kamar main dard ki wajhse
bahut problem ka saamna karna pad sakta hai.



Kamar Dard Hone Ke Mul Kaaran :-


1. Weakness ya Kamjori hona
2. Chot lagana
3. Galat posture ka sidha asar hamari kamar par hota hai, jisse kamar dard hone lagata hai.
4. jayada samay tak baitha rahna.
5. Wazan ka kaam karna.
6. Kamar dard ki wajah kidney ya gurdo ki problem bhi ho sakti hai.

Jayadatar logo ko is baat ka pata hi nahi hota ki gurdo main problem ho to kamar dard hona uska ek bada lakshan ho sakta hai. yadi samay rahte sahi karan ka pata nahi chal paayeto
aage chalkar yah bada bhyankar roop le sakta hai ya bimari badne ka khatra jayada ho jata hai.

क्या करे ऐसे कमर दर्द के इलाज के लिए घरेलू नुस्खे उपाय :-


1. अपनी डायबिटीज को करे कंट्रोल : - Jo log Daibeties ke marij hai unme se jayadatar log kidney ki samsya se pidhit hai, in logo ko chahiye ki apni niyamit jaanch karwaaye or
kidney jaanch par khas dhyaan de, Daibeties se hone waali kidney samsya ka nidaan jaruri hai warna kamar dard ek bimari ka roop le sakti hai.

2. ब्लड प्रेशर को रखे नॉर्मल : - Aapka blood pressure jitna kam hoga aapki kidney ki shakti utni hi theek rahegi, Bahut se logo ko ye to pata hai ko blood pressure high hone par
 heart attack, brain attack ho sakta hai, lekin bahut kam logo ko ye pata hai ki isse kidney ko bhi nukshaan ho sakta hai.

3. स्वस्थ खाए लेकिन वज़न पर रखे ध्यान : - Agar aap apne khaan - paan par dhyaan dete hai ti aadhe se jayada smasya to aise hi theek ho jaayegi, Namak ke sevan kam kare, khaane
 main alag se namak ka istemaal na kare.

4. स्मोकिंग से रहे दूर : - Smoking karne se kidney tak jaane waali rakat ki matra kam hone ka khtra hone lagata hai, smoking se kidney ke cancer hone ka khtra bana rahta hai.

5. मेडिसिन ज़्यादा ना ले : - Kuch medicine jaice bayufrain ka niyamit sevan na kare, isse bhi kidney damage ho sakti hai,.

#kamar dard ka ilaj in hindi, #kamar dard yoga in hindi, #back pain treatment in hindi, #kamar pain, #kamar ka dard, #back pain in hindi, #back pain ke gharelu nuskhe, #ayurvedic treatment for back pain in hindi, #gharelu nuskhe for back pain in hindi, #back pain ka ilaj, #kamar dard ka totka, #kamar dard ki exercise, #kamar pain ka ilaj

Comments

Related Post

2 दिन में लिंग को लम्बा और मोटा घरेलू उपाय

कंडोम के फायदे और नुकसान - सुरक्षित या असुरक्षित

2 दिन में योनि (vagina) टाइट करने के घरेलू उपाय

जाने हस्तमैथुन के नुकसान | हस्तमैथुन के फायदे

10 - 15 दिनो में बालो को घाना ओर लंबा करने का तरीका

जाने महिला कंडोम के बारे मे : - Benefits of Female Condom In Hindi

जाने रोज़ाना सेक्स करने के कितने फ़ायदे है| जानकार होंगे हैरान - Sex Tips

योनि के बाल कैसे साफ़ करे - बाल हटाने के नुस्खे